Farmaan e Mustafa
Welcome Image
6-Muharram (محرّم) 1447 H. / Wed, 2.7.2025 4:58 am
بسم الله الرحمن الرحيم الصلوۃ والسلام علیک یارسول اللہ

Category: Aazaan/Masjid

Baith Sakte Hain

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Tanha Shakhs Ko Akele Namaz Padhne Ke Liye Na Azaan Kehna Zaroori Hai Na Iqamat

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Agar Isse Masjid Me Badbu Na Phaile Aur Masjid Gandi Na Hoti Ho To Laga Sakte Hain

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Fasiq Ka Azan Dena Makruh Hai Lihaza Behtar Hai Ki Use Narmi Se Roka Jaye Aur Koi Ba-Shara Shakhs Hi Azan De

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Azan Ke Waqt Usi Surat Me Khamosh Rehne Ka Hukm Hai Jab Ki Azan Ki Awaz Bhi Sunai Deti Ho Lihaza Jahan Awaz Nahi Aati To Azan Ke Time Baat Poori Ki Ja Sakti Hai 

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Agar Namaz Ka Waqt Ho Gaya Ho To Namaz Padh Sakte Hain Chahe Azan Na Hui Ho Ya Fir Apko Awaz Na Aai Ho

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Jo Masjid Mazar Ke Paas Ho Aur Aksar Masjid Aur Mazar Sharif Sath Hi Hote Hain To Aisi Masjid Me Namaz Padhne Me Harj Nahi, Wahabi Se Dosti Iman Ke Liye Khatra Hoti Hai Wo Quran Hadis Ke Naam Par Dilo Me Waswase Dalte Hain

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Masjid Allah Ka Ghar Hai Koi Timepass Karne Ki Jagah Nahi Hai Wahan Kisi Bhi Qism Ka Khel Khelna, Najaiz O Gunah Hai 

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Shia Ki Azaan Ka Jawab Nahi Dena Chahiye, Agar Ilaqe Me Koi Bhi Sunni Azaan Ho Chuki Ho To Uske Bad Dua Padh Sakte Hain

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Han Aurat Azan De Sakti Hai

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Masjid Me Har Tarah Ki Ibadat Ki Ja Sakti Hai Aur College Ki Padhai Koi Ibadat Nahi Hai, Agar Masjid Me College Ki Padhai Hogi To Kya College Wale College Me Namaz Padhne Denge.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسل

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Han Kam Se Kam Itni To Hona Hi Chahiye

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Azan To Ho Jayegi Dohrane Ki Zaroorat Bhi Nahi Magar Aise Shakhs Se Azan Na Kehlwaye Jo Sahi Alfaz Ada Na Kar Paye

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Inki Azan Ka Jawab Dena Zaroori Nahi To Khamoshi Hi Lazim Aai

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Pehle Ghusl Karega Uske Baad Azan Dega, Kyun Ki Waqt Lagte Hi Azan Dena Wajib Nahi Hai Lihaza Farz Me Kafi Waqt Hota Hai Isilye Ghusl Kiya Ja Sakta Hai Us Din Azan Kuch Der Se Ho To Isme Harj Nahi, Jamat To Waqt Par Hi Hogi

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Bachche Ke kaan Me Fauran Azan Dena Chahiye Aur Fauran Se Murad Ye Hai Ki Paidaish Ke Baad Nehla Kar Aur Agar Hospital Me Ho Ya Halat Sanjida Ho To Jab Rahat Mile Tab Ya Jab Ghar Aye Fauran Tab

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Ulama Ne Is Baat Ko Be-Asal Farmaya Hai, Ye Waqya Sahi Nahi Hai.

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب

Bina Wuzu Ke Azan Dena Jaiz Hai, Yani Azan Di To Ho Jayegi Albatta Isse Bachna Chahiye.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Ji Han Isme Koi Harj Nahi Naara Zikr Hai, Zikr Masjid Me Jaiz Hai.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Ho Jayegi, Aur Azan Iqamat Dena Zaruri Nahi Magar Mana Bhi Nahi.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Sirf Masjid Ke Imam Aur Deegar Khadim Jo Masjid Me Hi Rehte Hain Jaise Muazzin Ya Fir Etikaf Wala Hi Aisa Kare Uske Siwa Namaz Ke Liye Aane Wale Phone Charge Na Kare.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Ilaqe Sheher Waghaira Ki Azan Ho Jana Namaz Ke Liye Kafi Hai Agarche Ap Tak Uski Awaz Na Aati Ho Lihaza Tanha Shakhs Ko Namaz Padhne Ke Liye Azan Iqamat Kehna Zaroori Nahi Hai, Albatta Keh Le To Harj Bhi Nahi

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Masjid Me Imam Sahab Ko De Diye Jayen Wo Jiske Honge Use De Denge. Koi Aur Use Utha Kar Na Rakhe.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Azan Ke Waqt Lete Rehna Gunah Nahi, Magar Behtar Ye Hai Ki Azan Ki Tazeem Ke Liye Uth Jaya Jaye Aur Qibla Rukh Ho Kar Baithe Aur Azan Ka Jawab De, Jabki Azan Ke Waqt Baton Me Mashgool Hona Aur Zyada Sakht Hai, Azan Ke Waqt Baat Karte Rehne Wale Ke Bare Me Ye Khof Kai Ki Uska Khatima Iman Par Na Hoga.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Displaying 1 - 24 of (24) records

Donate Us

If you like our work please support us by donating. We strive to run only HALAL ADVERTISEMENTS. Educated Person Knows, The Website Runs With Money.