Koi Syed Agar Baddeen Ho Jaye Aur Baad Me Apni Kharab Aqeede Se Tauba Kar Le To Uski Siyadat Par Koi Farq, Ab Nahi Hoga
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Tauba Karen
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Apke Paas Wo Jis Qeemat Ka Hai Us Par
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Masjid Allah Ka Ghar Hai Koi Timepass Karne Ki Jagah Nahi Hai Wahan Kisi Bhi Qism Ka Khel Khelna, Najaiz O Gunah Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Pehle Shohar Ka Inteqal Hote Hi Usse Nikah Khatam Ho Gaya Lihaza Agar Aurat Naya Nikah Karti Hai To Wo Naya Hi Uska Shohar Hai Agar Usi Ke Nikah Par Faut Hui To Usi Ke Sath Hogi Agar Pehle Ke Inteqal Ke Bad Nikah Nahi Kiya To Pehle Ke Sath Ki Ummid Qawi Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب