Farz Ghusl Ada Nahi Hoga Kyun Ki Suwal Ke Mutabiq Sirf 2 Farz Ada Huye Hain Naak Me Pani Dalne Ka Tazkira Nahi Hai Agar Naak Me Pani Dala Gaya Chahe Pehle Ya Baad To Farz Ghusl Ada Ho Jayega
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Bina Kapdo Ke Naha Sakte Hain Jabki Mehfooz Jagah Ho Aur Usi Ghusl Se Namaz Bhi Ho Jayegi
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Agar Teeno Farz Achche Se Ada Kar Liye Gaye Hain To Gjusl Ho Jayega Yani Paaki Hasil Ho Jayegi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Na Badan Napak Hoga Na Toliya
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Itna Pani Bahana Yani Aise Ki Baal Aur Sar Bheeg Jaye Kafi Hai Usi Ko Baal Ki Jad Me Pani Bahana Kehte Hain Baal Ki Root Me Pani Dalna Na Zaroori Hai Na Asan
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Ghusl Hi Karna Hoga Adha Jism Dhone Se Kaam Nahi Chalega
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Nahi Hota
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Ghusl Ho Jayega
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Shak Se Kuch Nahi Hota Lihaza Baad Me Sirf Sar Dho Sakta Hai Dobara Ghusl Ki Zaroorat Nahi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Ghusl Ke Baad Wuzu Kar Lena Kafi Hai, Warna Wo Farz Baad Me (Namaz Padhne Se Pehle) Ada Kar Liya Jaye
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Jab Yaad Aaye Kar Len Warna Ghusl Ke Foran Bad Wuzu Kar Len Kafi Hoga,
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Namaz Qaza Karne Se Jo Takleef Apko Qabr Me Hogi Usme Wo Log Bhi Apke Kaam Nahi Ayenge Jinki Takleef Ko Apne Dunya Me Ahmiat Di Lihaza Ghusl Karna Hoga Ghusl Sakit Hone Ki Surat Me Tayammum
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Nahi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Ji Han Naha Sakte Hai Uske Baad Namaz Bhi Ho Jayegi
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ghusl Ho Jayega Nikalne Ke Baad Kulli Kar Sakte Hain
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Chand Napakio Ke Liye Bhi Ek Hi Ghusl Kafi Hai Lihaza Ghusl Se Pehle Agar Kai Bar Ehtilam Ya Inzal Ya Humbistari Ki Ho To Mard Aurat Dono Par Ek Hi Ghusl Kafi Hoga Paak Karne Ke Liye
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Tariqa Ek Hi Hai Yani Jo Farz Hai Wo Dono Ke Liye Wahi Farz Hai Albatta Aurat Ke Ghusl Me Ehtiyat Zyada Hai Jaise Kaan Naak Ke Zewar, Pistano Ka Dhala Hona Waghaira Aur Aurat Ko Ghusl Me Poore Baal Dhona Bhi Zaroori Nahi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
1 VIDEO ANSWER CLICK HERE
2 VIDEO ANSWER CLICK HERE
Attached Bathroom Me Ghusl Ho Jayega Jab Ghusl Ho Jayega To Wuzu Khud Ba Khud Ho Jayega Aur Sirf Wuzu Karna Ho To Behtar Hai Toilet Se Door Kare Agar Mumkin Na Ho To Washroom Me Kar Sakte Hain Pani Direct Toilet Me Na Jaye Iska Khayal Rakhen
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ji Han Ehtilam Se Ghusl Farz Ho Jata Hai Ghusl Karna Hoga Aur Namaz Bhi Padhni Hogi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Ghusl Karte Waqt Ya Jab Bhi Jism Par Kapde Na Hon Yani Sitr Khula Ho To Bolna Nahi Chahiye Baki Nahate Waqt Bhi Aurat Baat Kar Sakti Hai Ye Hunar Aaj Suna Hai Kyun Ki Hum Logo Ka Phone To Pani Se Kharab Ho Jata Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Ji Han Ghusl-Khane Me Bina Kapdo Ke Bhi Naha Sakte Hain Koi Harj Nahi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Ghusl-Khane Me Ghusl Karne Ke Baad Agar Zor Se Peshab Aaye To Kar Sakte Hain Dhyan Rahe Ki Peshab Ki Cheete Na Aaye Aur Uske Baad Fir Se Ghusl Karne Ki Zaroorat Nahi Sirf Wuzu Kar Sakte Hain
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Nahi Aisa Zaroori Nahi Hai, Hat Sakte Hain
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Ji Han Ghusl Karne Se Wuzu Bhi Ho Jayega Lihaza Agar Ghusl Ke Baad Wuzu Todne Wali Cheez Na Paai Gai Ho To Usi Ghusl Se Namaz Padh Sakte Hain, Jab Sar Dho Liya Jaye To Masah Karne Ki Zaroorat Nahi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Ho Jayega.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب