Aisa Zaroori Nahi Hai Ye ghusl Ki Sunnat Mustahabat Me Se Hai Ki Khud Unchi Jagah Baithe, Taki Balti Me Ghusl Ka Pani Na Gire, Aur Agar Aajkal Log Shower Se Ghusl Kar Lete Hain To Unhe Unchi Jagah Ki Zaroorat Nahi.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Agar Shakhs Pak Hai To Mazi Wale Kapde Pehen Kar Dhone Se Mazi Pani Me Phelegi Aur phir Jism Par Pani Jayega Aur Ye Paak Jism Ko Napak Karna Hai Jo Ki Jaiz Nahi, Lihaza Mazi Ko Alag Se Dhoya Jaye.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Napaki Ki Halat Me Kufr Se Tauba Ki Ja Sakti Hai Tauba Ke Liye Ghusl Karna Zaroori Nahi.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Islami Tarike Ke Ghusl Aur Normal Ghusl Me Kya Fark Hota Hai Mujhe Maloom Nahi Albatta Agar Kisi Ne Ghusl Ke 3 Teen Farz Ada Kar Liye To Ghusl Ho Jayega Aur Agar Ache Se Badan Par Pani Bahaya Aur Ache Se Wuzu Kar Liya To Bhi Ghusl Man Liya Jayega.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Nahi, Albatta Agar Aisa Karte Waqt Mani Nikal Gai To Ghusl Wajib Ho Jayega.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ghusl Ho Jayega Wo Mail Ya To Sabun Ka Hota Hai Warna Pasine Ka.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب