Jaiz Hai Isme Harj Nahi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Sahaba Aur Ghair e Sahaba Ke Naam Ke Sath Bhi رضی الله عنه Likhna Jaiz Hai, Aur Ye Koi Naya Tariqa Nahi Hai Aksar Imam e Azam, Imam Bukhari Ke Naam Ke Sath Bhi Ulama Ne رضی الله عنه Likha Hai Jabki Ye Sahaba Nahi Hain Lihaza Isme Harj Nahi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Jaiz Hai Isme Harj Nahi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Nahi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Imam Ghazali Ne Ihya ul Uloom Me Imam Hasan رضى الله عنه Ke Qarib 200 Shadiyon Ka Zikr Kya HaiKi Thin. Is Bare Me Aqwal Mukhtalif Hain
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Kasrat Se Shadio Ke Mukhtalif Aqwal Hen, 9-10, 110, Wagera, Imam Ghazali Ne 200 Ka Bhi Zikr Kya Hai.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Kalam Me Ek Sher Aisa Hai Jiska Matlab Ye Hota Hai Ki Hazrat Ali, Baki Teen Sahaba Se Afzal Hain, Yahi Sher Shayar Ki Zeheniyat Batane Aur Sunnio Ko Bachane Ke Liye Kafi Hona Chahiye, Kyunki Ye Sher Ahle Sunnat Ke Aqaid Ke Khilaf Hai.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Aisa Sher Padhne Me Harj Nahi, Yahan Maula Se Murad Dost Madadgar Hai.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم