Jald Se Jald Ada Karna Chahiye, Lekin Ek Hi Mahine Me Kare Zaroori Nahi, Ek Se Zyada Maah Me Bhi Kar Sakta Hain
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Ji Han Roze Me Doodh Pilane Se Roza Tutega Nahi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Sab Jaiz Hai, Perfume Agar Ghar Me Rahe Ya Shohar Ke Sath Rahe To Behtar Hai, Bahar Laga Kar Na Jaye
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Khoon Thook Do Use Halaq Me Na Niglo
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Roza Toot Jayega
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
So To Sakte Hain Lekin Fir Bhi Aisa Nahi Karna Chahiye Kapde Pehen Kar Soya Jaye
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Bagair Hath Lagaye Agar Mani Nikal Gai Aur Is Nikalne Me Hath Ke Siwa Adami Ka Koi Aur Dakhal Shamil Tha Jaise Video, Bure Khayal Wagera To Bhi Roza Toot Jayega Kyunki Ye Shehwat Ke Sath Nikalna Hoga
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Agar Kaan Ka Parda Sahi Hai To Roza Nahi Tootega, Aur Agar Kaan Ka Parda Nahi Hai To Na Dale
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Mazi Se Roza Nahi Tootega
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Roza Ho Jayega Sehri Khatam Hone Tak Roze Hi Ka Time Hota Hai
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Miswak Se Roza Nahi Tutega Chahe Neem Ki Ho
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Agar Mani Bina Shehwat Khud Se Hi Nikal Gai To Roza Nahi Tutega Na Ghusl Farz Hoga Lekin Mani Nikalne Me Shakhs Ka Dakhl Tha Kisi Bhi Tarah Se To Roza Bhi Tut Jayega Aur Ghusl Bhi Farz Ho Jayega
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Nahi, Wo Roze Jo Bina Namaz Ke Rakhe Gaye Unhe Fir Se Rakhne Ki Zaroorat Nahi Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Sehri Ka Waqt Sadiq Se Pehle Tak Hai Yani Poori Raat
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Iftar Me Jaldi Karna Sunnat Hai Yani Waqt Hote Hi Roza Iftar Kare Aur Takhir Karna Makruh Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Roze Ki Halat Me Chehre Par Barf Malna Yani "Ice Massage" Jaiz Hai Jabki Pani Honto Ke Zariye Halaq Me Na Jaye Magar Roze Me Bhap (Steam) Nahi Le Sakte Kyun Ki Isse Sans Ke Zariye Halaq Me Pani Jata Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Agar Dhoke Me Padh Li To Ghusl Ke Baad Phir Se Namaz Padhna Hoga Waqt Nikalne Par Qaza Padhni Hogi Aur Jaan Kar Aisa Kiya Yani Namaz Ko Halka Samajh Kar Ki Napaki Me Bhi Ho Jati Hai To Phir Islam Se Kharij Ho Jayega
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Roza Toot Jayega Agar Dono Roze Se The To Dono Ka Roza Toot Jayega
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Raat Me Masturbation Se Roze Par Kya Hi Asar Hoga ? Roza To Din Me Rakhna Hai Is Ka Gunah Aur Azab To Milna Hi Hai Duniya Me Bhi Iska Anjam Jhelna Hoga Aur Akhirat Me Bhi Roza To Ho Hi Jayega Agar Usme Koi Mamla Na Paya Gaya To
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Blood Test Ke Liye Roza Na Rakhne Ki Ijazat Nahi Hai, Roza Rakhna Hi Hoga Aur Roza Rakh Kar Bhi Karwa Sakte Hain Warna Iftar Baad Karwa Sakte Hain Ye Koi Bahut Badi Baat Nahi Hai, Itni Bewajah Ke Wehem Dar Ki Wajah Se Roza Nahi Chora Ja Sakta, Kal Ko Kisi Ko Bazar Jana Hua To Dhoop Se Chakkar Aane Ki Wajah Se Riayat Mangne Lagegi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Maujooda Time Table Zanne Ghalib Par Hai 1 Second To Khajoor Me Le Jate Time Hi Ho Jayega Aur Pani Ka Glass Munh Ke Qarib Karte Time Hi, Lihaza Roza Ho Jayega Aisi Ummid Rakhi Jaye Baki Itni Jaldi Na Ki Jaye Ki Waqt Ka Wehem Ho Jaye
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Ji Han
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Roze Ki Halat Me Injection Lagwaya Ja Sakta Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ji Han Rakh Sakte Hain
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Roze Me Hijama Karwa Sakte Hain Jabki Kamzori Hone Ka Dar Na Ho To
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Han Rakh Sakte Hain
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Jis Tarah Pichli Farz Wajib Namazo Ko Qaza Padhna Wajib Hai Usi Tarah Ramazan Ke Farz Rozon Ki Bhi Qaza Rakhna Farz Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Suwal Adhura Hai, Bachcha Kaun Hai Ladka Ya Ladki Ye Likhna Chahiye, Agar Wo Baligh Hai To Kaffara Qaza Karna Hoga Wo Bhi Jab Poori Details Milegi Tab Dekha Jaye Ki Kis Tarah Aur Kis Wajah Se Toda, Aur Nabaligh Hai To Nahi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Masjid Me Rozadar Ke Sath Nahi Kha Sakta, Na Hi Aisi Dawat Me Jo Khas Rozadar Ke Liye Rakhi Gai Ho, Albatta Apne Ghar Me Ghar Walo Ke Sath Kha Sakta Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Roza Toot Jayega
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب