Farmaan e Mustafa
Welcome Image
6-Muharram (محرّم) 1447 H. / Wed, 2.7.2025 11:16 am
بسم الله الرحمن الرحيم الصلوۃ والسلام علیک یارسول اللہ

Category: Roza/Ramazan

Khoon Nikalne Se Roza Nahi Tootega

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Roze Ki Halat Me Mouth Wash Istemal Nahi Kar Sakte Usse Zarrat Halaq Me Jane Se Roza Toot Jayega, Albatta Sehri Me Thora Time Pehle Kiya Aur Thandak Halaq Me Baad Tak Rahi To Harj Nahi

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Nahi Hoga

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Behtar Hai Ki 1 Minute Ruk Lia Jaye Albatta Roza Time Hone Par Khola Ja Sakta Hai Jabki Time Hona Ek Sahi Sahi Ho Andaza Na Ho, Yani Application Me Bhi Ghalatii Nahi Honi Chahiye

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Nahi Tootega

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Naak Me Pani Dalna Sunnat e Moakada Hai Lihaza Roze Me Zyada Sans Ke Sath Pani Na Chadaya Jaye Magar Naak Me Pani Dala Jaye

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Masturbations (Mushtzani) Roze Aur Roze Ke Alawa Bhi Karna Haram Hai

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Naaf Me Tal Dalne Se Roza Nahi Tootega

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Fajr Ke Baad Paak Hone Se Haiz o Nifas Wali Ka Us Din Ka Roza Nahi Hoga Na Farz Na Nafil Lihaza Achche Se Ghusl Kar Ke Agle Din Ka Roza Rakhe Aur Roza Na Hone Ki Wajah Se Kulli Aur Naak Me Pani Me Bhi Mubalgha Kar Sakti Hai

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Sar Gardan Par Vicks Laga Sakte Hain

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Nahi, Ankhe Band Karke Dhoya Karo

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Qaza Roze Jald Se Jald Ada Karne Chahiye Agar Sehet Sahi Hai To Rakhne Me Harj Nahi, Lihaza Agar Walida Mana Karti Hain To Sardi Me Rakh Sakte Hain

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Imam Hussain رضى الله عنه Ka Roza Na Rakhna Awwal To Ramazan Nahi Tha Doosri Baat Wo Musafir The Aur Jung Ke Halaat The Magar Jis Roze Ki Fazilat Aai Hai Use Rakhna Chahiye Is Tarah Ke Heele Bahane Banana Kam Ilmi Ki Nishani Hai

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Nahi, Gunahgar Nahi Behtar Hai Ki Poore Muharram Me Kabhi Bhi Ek Aur Rakh Le

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Yes, Agar Hamal Ke Shuru Maah Hain Aur Roze Ba Asani Rakh Sakti Hain To Rakhna Hoga, Aur Aise Waqt Me Jahan Roza Rakhne Se Nuqsan Hai To Baad Me Qaza Kare.

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Kafir Ka Iftar Halal Hai Bachna Behtar Hai.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Han

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Awwalan To Lene Se Hi Mana Kare Ki, Kahin Aur Zarooratmand Ko De De, Agar Fir Bhi Na Mane To Ap Kisi Zarooratmand Faqeer Ko De Den Agar Wo Bhi Na Ho Sake To Kha Len.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Itar Lagana Sunnat Hai Chahe Ramzan Roze Me Ho Ya Bina Roze Ke Lihaza Roze Me Isse Koi Fark Nahi Aata.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Ramzan Me Pichla Adhura Quran Ko Poora Kar Sakte Hain Isme Harj Nahi, Yani Jahan Se Reh Gaya Tha Wahin Se Aage Padh Sakte Hain.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE

Nahi, Wuzu Ghusl Me Umooman Ankh Me Pani Jata Hai Magar Pani Mota Hota Hai Lihaza Andar Nahi Utarta.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE

Nahi, Roza Nahi Hoga. 

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE

Nahi, Anaj Ya Kaffare Ki Zaroorat Nahi, Roza Nahi Rakha To Tauba Karke Roze Ki Qaza Kare Fir Agar Gunah Ke Badle Kuch Sadqa Karna Chahe To Kar Sakta Hai.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE

Roza Kholne Ka Talluq Waqt Ke Sath Hai, Agar Waqt Ho Jaye To Roza Khol Liya Jaye Azan Na Bhi Ho To Bhi, Lihaza Deobandi Masjid Me Azan Hona Is Taraf Ishara Hota Hai Ki Waqt Ho Gaya Lihaza Roza Khol Sakte Hain.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE

Roze Ki Halat Me Sanitizer Istemal Kar Sakte Hain, Kyun Ki Bahari Istemal Hai Isse Roze Par Fark Nahi Ayega Agarche Iski Khushbu Mehsus Ho.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Nahi, Ulti Hone Ke Bad Bhi Sehri Khatm Hone Ke Bad Nahi Kha Pee Sakte.

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب

Roze Ki Halat Me Khoon Nikalne Par Na Qaza Hai Na Kaffara Na Hi Roza Tutega.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Nahi, Agar Koi Shakhs Islam Lata Hai To Use Apne Pichle Zamane Ke Roze Qaza Karne Ki Zaroorat Nahi Hai, Albatta Agar Koi Musalman Kufr Ya Shirk Karne Ke Bad Fir Se Tauba Tajdid e Iman Kare to Usko pichle Qaza Roze Poore Karne Hi Honge.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Ji Han, Meelad Sharif Ke Din Roza Rakh Sakte Hain, Khud Sarkar ﷺ Apni Wiladat Ki Khushi Aur Shukr Me Roza Rakhte The.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم 

Displaying 31 - 59 of (59) records

Donate Us

If you like our work please support us by donating. We strive to run only HALAL ADVERTISEMENTS. Educated Person Knows, The Website Runs With Money.