no words
Welcome Image
16 Shawwal 1445 / Thu, 25 April 2024
بسم الله الرحمن الرحيم الصلوۃ والسلام علیک یارسول اللہ

Category: Tijarat [Business]

Jaiz Hai

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Jaiz Hai

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Kufr Ki Halat Me Kamaye Gaye Paise Halal Aur Jaiz Hi Honge Jabki Jaiz Tariqe Ya Jaiz Karobar Se Kamaye Gaye Hon

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Agar Rent Par Kapde Milte Hain To Le Kar Pehen Sakte Hai, Jaisa Ki Shadi Ke Mauqe Par Dulah Dulhan Ke Kapde Zewar Rented Aate Hain

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Ji Han Jaiz Hai Kyun Ki Saman Ke Alag, Lane Wale Ka Kiraya Lena Jaiz Hai

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Bech Sakte Hain

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Ye Ek Najaiz Aur Gunah Ka Pesha Hai, Hadis Me Aise Kaam Karne Wale Ko Jahannam Ki Khabar Di Gai Hai

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Karobar Me Jhuthi Qasam Khana Najaiz Aur Gunah Hai Hadis Sharif Ka Mafhoom Hai Ki "Jhuth Bolne Se Maal To Bik Jata Hai Magar Kamai Me Barkat Nahi Hoti" Isse Maloom Chala Ki Maal Bechne Ke Liye Bhi Jhuth Bolna Jaiz Nahi, Lihaza Imam Sahab Ka Aisa Kehna Durust Nahi, Unhe Isse Tauba Karna Chahiye,

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

CASHKARO App Se Saman Kharidne Par Jo Cash Back Milta Hai Use Le Sakte Hain Aur Is App Ko Bhi Istemal Kar Sakte Hain

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Ghair Muslim Ki Shave Karna Jaiz Nahi Na Hi Usse Wo Income Lena

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Ji Han In Cheezo Ke Liye Padhane Wala Apna Waqt Deta Hai Lihaza Deeni Talim Ka Paisa Liya Ja Sakta Hai 

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Ji Han Lottery Naam Hai Juwa Ka Aur Juwa Khelna Haram Hai

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Nahi Zaroori Nahi Waqt Tay Karna Zaroori Hai Aur Tankhwa

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Musalman Ko Zillat Ki Nokri Ikhtiyar Karna Jaiz Nahi

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Is Kamai Me Kya Pareshani Hai Samajh Nahi Aaya Cake Me Jaiz Saman Istemal Karke Kamane Me Kya Burai Hai

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Bech Sakte Hain Apne Pas Agar Ache Note Hain Aur Koi Us Kaghaz Ki Zyada Qeemat Dena Chahe To Ye Shar'an Jaiz Hai

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Kaam Dono Jaiz Hai Dekha Ye Jayega Ki Isme Service Kya Karega Agar Jaiz Kam Karega To Jaiz Hai

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Agar Video Jaiz Cheez Ki Hai To Uski Editing Se Kamana Jaiz Hai 

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Jin Cheezo Ka Istemal Shariat Me Haram Hai Unki Tijarat Bhi Najaiz o Gunah Hai Jabki Uske Siwa Wo Kisi Aur Kaam Na Aati Hon

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Agar Kaam Jaiz karta Tha To Kamai Jaiz Hogi Albatta Namaz Na Padhne Ka Gunah Apni Jagah Hoga.

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Jhooth Bolna Khud Me Gunah Hai, Agar Nokri Ke Baad Kaam Jaiz Karega To Income Jaiz Hogi.

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Article Likhna Or Blog Likhna Dono Jaiz Hai AdSense Se Agar Jaiz Yani Tehriri Ads Aaye Aur Halal Products Ke Blog Hon To Paisa Halal Hoga Magar Ehtiatan Sara Amount Use Me Na Le 30 To 50% Sadqa Kar De.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Bech Sakte Hain Jabki Wo Saman Qeemat Rakhta Ho.

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Agar Delivery Jaiz Cheez Ki, Ki Ja Rahi Hai To Incentive Bhi Uska Jaiz Hoga.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Nikah Ya Shadi Ka Joda Bechna Jaiz Hai. 

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Jaiz Hai

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Yes, Mobile Phone Ka Bechna Repair Karna Sab Jaiz Hai Aur Isi Tarah Headphone Ka Bechna Kharidna Bhi Jaiz Hai.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Malik Kafir Ho Ya Musalman, Agar Dhoke Se Tankhwa (Salery) Me Zyada Raqam Aa Jaye To Use Khabar Karna Lazim Hai, Fir Wo Mange To Dena Bhi Lazim Hai, Aur Rakhne Ko Bole To Rakh Sakte Hain.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Displaying 1 - 30 of (31) records

Donate Us

If you like our work please support us by donating. We strive to run only HALAL ADVERTISEMENTS. Educated Person Knows, The Website Runs With Money.