YE Waqt Guzar Jayega
Welcome Image
10 Dhu al-Qa'dah 1446 / Fri, 09 May 2025
بسم الله الرحمن الرحيم الصلوۃ والسلام علیک یارسول اللہ

Category: Tarifaat [Definitions]

Kisi Cheez Ka Doosre Ko Bina Ewaz (Kuch Liye Bagair) Malik Kar Dena

​Mani Ka Nikalna, Mani Kharij Hona, Discharge Hona,  

​​North = Shumaal, East = Mashriq,  West = Maghrib, South = Junoob  

Fiqhi Masail Me Imam e Azam Abu Hanifa Ke Manne Walo Ko [Ahanaf-Jama]

Fiqhi Masail Me Imam Shafai Ke Manne Walo Ko [Shawafe - Jama]

Fiqhi Masail Me Imam Malik Ke Manne Walo Ko

Fiqhi Masail Me Imam Ahmad Bin Hanbal Ke Manne Walo Ko [Hanabil-Jama]

Aise Mard Aurat Jin Par Ghusl Farz Ho

Mard Aurat Ke Napak Hone Ki Halat Ko Kehte Hain

Zuban Se Islam Ka Dawa Karna Aur Dil Se Uska Inkar Karna

Darwaza e Kaaba Ke Samne Ek Qubah Mein Woh Jannati Pathar Jis Par Khade Hokar Hazrat Sayyadna Ibrahim Alaihisalatowasalam Ne Kaab Shareef Ki Imarat Taamir Ki Aur Ye Hazrat Sayyadna Ibrahim Alaihisalatowasalam Ka Zinda Mojzah Hai Ke Aaj Bhi Is Mubarak Pathar Par Aap Alaihisalatowasalam ke Qadm Shareef Ke Naqsh Maujood Hain

Sone Ka Parnalah Yeh Rukne Iraqi Wa Shami Ki Shumali Diwar Par Chhat Par Nasab Hain Is Se Barish Ka Pani “Hateem” Mein Nichawar Hota Hai

Kaabe Mu’azzamah Ki Shumali Diwar Kay Paas Nisf Daire Ki Shakal Mein Faseel (Yane Boundary) Ke Andar Ka Hissa “Hateem” Kaaba Shareef Hi Ka Hissa Hai Aur Us Mein Dakhil Hona Ain Kaabatullah Shareef Main Dakhil Hona Hai  

Rukne Yemeni Aur Shami Ke Niche Mein Magribi Diwar Ka Wo Hissa Jo “Multazam” Ke Muqabil Yani Ain Piche Ki Sidh Me Waqe Hai

Rukne Aswad Aur Babul Kaaba Ki Darmiyani Diwar

Rukne Aswad Aur Rukne Iraqi ke Niche Ki Mashriqi Diwar Mein Zamin Se Kafi Buland Sone Ka Darwaza Hai

Yeh Mulke Sham Ki Simt Shumali Magribi Kona Hai

Yeh Iraq Ki Simt Shumali Mashriqi Kona He

Junoob Wa Mashriq Ke Kone Me Waqe He Isi Mein Jannati Pathar “Hajre Aswad” Nasab Hai

Use  Baitullah Azzawajal Bhi Kehte Hain Yane Allah Azzawajal Ka Ghar Ye Puri Duniya Ke Wast Me Waqe He Aur Sari Duniya Ke Log Isi Ki Taraf Rukh Karke Namaz Ada Karte Hain Aur Musalman Parwanawar Uska Tawaf Karte Hain

Masjid ul Haraam Ka Woh Darwaze Mubaarka Jis Se Pehli Bar Dakhil Hona Afzal He Aur Yeh Janibe Mashriq Waqe Hai

Woh masjid Jis Mein ka’aba Musharrafah Waqe Hai

Chauthai (1/4) Sar Ka Har Baal Kam Az Kam Ungli Ke Ek Paure Ke Barabar Katarwana

Ehram Se Bahar Hone Ke Liye Hudoode Haram Hi Mein Pura Sar Mundwana

Jamrat (Yani Shaitano) Par kankariyan Marna

 “Safa” Aur “Marwah” Ke Darmiyan Saat Phere Lagana (Safa Se Marwah Tak Ek Phera Hota Hain Yun Marwah Par Saat Chakkar Pure Honge

Hajre Aswad Ko Bosa Dena Ya Hath Ya Lakdi Se Choo Kar Hath Ya Lakdi Ko Choom Lena Ya Hathon Se Us Ki Taraf Ishara Karke Unhein Choom Lena

Ye Umrah Karne Walon Par Farz HaiYe Umrah Karne Walon Par Farz Hai

Haj Ke Baad Makkah Mukarrama Se Rukhsat Hote Hue Kiya Jata Hai Yeh Har Aafaqi Haji Par Wajib Hai

Displaying 1 - 30 of (141) records

Donate Us

If you like our work please support us by donating. We strive to run only HALAL ADVERTISEMENTS. Educated Person Knows, The Website Runs With Money.