Jis Jagah Mein Tawaf Kiya Jata Hai
Khana e Kaaba Ke Gird Saat Chakkar Ya Phere Lagana, Ek Chakkar Ko “Shaut” Kehte Hain Jam’a Ashwaat
Tawaf Ke Ibtedai Teen Pheron Mein Akad Kar Shaane Hilate
Apni Zauja Ya Uske Kisi Juz Wa Sha’e Ya Aise Juzw Ko Jo Kul Se Tabeer Kiya Jaata Ho Esi Aurat Se Tashbih Dena Jo Uspar Hamesha Ke Liye Haram Ho Ya Us Ke Kisi Aise Uzw Se Tashbih Dena Jis Ki Taraf Dekhna Haram Ho Maslan Kaha - “Tu Mujh Par Meri Maa Ki Misl Hai, Ya Tera Sar Ya Teri Gardan Ya Tera Nisf Meri Maa Ki Peeth Ki Misl Hai”.
Ghar Mein Jo Jagah Namaz Kay Liye Muqarar Ki Jaye
Wo Shakhs Hai Jis Ke Paas Kuch Ho Magar Na Itna Ke Nisab Ko Pahunch Jaye Ya Nisab Ke Miqdar Ho To Uski Hajat e Asliya Mein Istema’al Ho Raha Ho.
Us Kafir Ko Kehte Hain Jise Badshah e Islam Ne Amaan Di Ho
Us Kafir Ko Kehte Hain Jis Ke Jaan o maal Ki Hifazat Ka Badshah e Islam Ne Juzya Ke Badle Zimma Liya Ho
Aisa Roza Jis Mein Kuch Baat Na Kare
Is Se Murad Ek Din Roza Rakhna Aur Ek Din Iftar (Roza Na Rakhna) Hai
Wo Londi (Kaneez) Jis Ke Yahan Bacha Paida Hua Ho Aur Maula (Aaqa) Ne Iqrar Kiya Ke Ye Mera Bacha Hai
In Se Murad Hazrat Ali Wa Ja’far Wa Aqeel Aur Hazrat Abbas Wa Haaris Bin Abdul Muttalib Ki Auladein Hain
Wo Mehr Jis Ke Liye Koi Mi’ad (Muddat) Muqarar Ho
Wo Mehr Jo Khilwat Se Pehle Dena Qarar Paye
Wo Hai Jise Badshah e Islam Ne Zakat Aur Ushar Wasool Karne Ke Liye Muqarar Kiya Ho
Wo Hai Jis Ke Paas Kuch Na Ho, Yahan Tak Ke Khane Aur Badan Chupane Ke Liye Is Ka Muhtaj Hai Kay Logon Se Suwal Kare
Kisi Shey Ke Nafe Ka Ewaz (Badla) Ke Maqabil Kisi Shakhs Ko Malik Kar Dena Ijara Hai
Zindagi Guzarne Me Adami Ko Jis Cheez Ki Zarurat Ho
Weh Talaq Jiski Wajah Se Aurat Mard Ke Nikah Se Foran Nikal Jati Hai
Aurat Se Kuch Maal Le Kar Uska Nikah Khatam Kar Dena
12 Mashe Ka Wazn
8 Chawal Ka Wazn
8 Ratti Ka Wazn
4.5 Masha Ka Wazn
Bacha Paida Hone Ke Shukr Me Jo Janwar Zibah Kiya Jata Hai
Tauba
Ghaus E Azam Se Manqool 2 Rakat Namaz Jo Maghrib Ke Bad
Namaz E Isha Padh Kar Sone Ke Bad Subha Sadiq Se Pehle Jis Waqt Ankh Khule To Nawafil Padhna