no words
Welcome Image
16 Shawwal 1445 / Fri, 26 April 2024
بسم الله الرحمن الرحيم الصلوۃ والسلام علیک یارسول اللہ

Category: Nabi/Rasool

Ya Rasoolallah Kehna Jaiz Hai Aur Musalman Aisa Kehte Bhi Hain, Jo Ise Shirk Kehte Hain Unka Islam Se Khas Talluq Nahi Hai, Lihaza Unki Baato Par Dhyan Na Diya Jaye Ki Kaun Kya Kehta Hai

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Nahi, Ye Hi Imaan Hai Yani Nabi ﷺ Ka Akhri Nabi Hona

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Jaiz Hai

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Han

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Jis Insan Ko Allah Ne Hidayat Ke Liye Wahi Bheji Ho Use Nabi Kehte Hain

Ambiya e Kiram Me Se Jo Allah Ki Taraf Se Nayi Aasnani Kitab Aur Nayi Shariat Lekar Aayein Wo Rasool Kehlate Hain

Ji Han Allah Ne Chaha To Zaroor Sawab Milega Online Likhne Par Bhi

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Nabi Ya Kisi Insan Ko Bhi Allah Ka Ghulam Yani Ghulamullah Nahi Kehna Chahiye, Abdullah Hi Kaha Jaye

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Han Yahi Mashhoor Hai Ki 12 Hi Ko Aap ﷺ Ki Wafat e Zahiri Hui Thi Baki Jise Gham Karna Hai Kar Le Magar Kare To Hum To Wiladat Ki Khushi Karenge

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Jamhoor Ulama Ka Yahi Qol Hai Ki Aapne Aab e Hayat Piya Hai Aur Qayamat Tak Zinda Rahenge

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Rasool e Azam ﷺ  Ko Sirf Naam Se Ya Muhammad Pukarna Najaiz Hai

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Ye Aqeeda Rakhna Ki Ambiya Bhi Gunah Karte Hain Batil Hai Ambiya Tamam Ke Tamam Gunah Se Paak Hote Hain Aur Ye Har Qism Ke Gunah Se Paak Hote Hain, Iske Khilaf Aqeeda Rakhna Islam Ka Hissa Nahi Hai Aur Ap Pehle Uska Aqeede Check Kijiye Jisne Kaha Ki "Ambiya Ke Andar Gunah Rakhe Gaye Hain"

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Kehna Kuch Chahta Tha Muhn Se Kuch Aur Nikal Gaya Tha To Koi Hukm Nahi, Baki Aise Mamle Me Har Shakhs Ehtiyatan Tauba Kar Hi Leta Hai.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Nahi, Kufr Nahi Kyun Ki Ye Ghair Iradatan Tha Aur Zuban Ki Lagzish Se Aksar Aisa Ho Jata Hai,

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Huzoor Purnoor ﷺ Ki Tarikh e Wiladat 12 Rabi ul Awwal Hai, Aur Yahi Fatawa Razviya Me Naql Hai, Fatawa Razviya Me 8 Rabi ul Awwal Batane Wale Ko Kitab Ki Ibarat Padhne Ki Qabiliyat Nahi Hai, Wahan 8 Rabi ul Awwal Ki Nafi Likhi Hai.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Tamam Ambiya Zinda Hote Hain, Aur Allah Wale Bhi, Magar Baz Walion Ko Bad e Wafat Bhi Imdad Ki Quwwat Di Jati Hai Agarche Ye Mamla Sabke Sath Nahi Hai, Magar Aam Insan Ka Ye Tay Kar Pana Mushkil Hai Ki Kis Wali Ka Martaba Bada Hai Lihaza Wo Sabke Sath Adab Ka Mamla Rakhte Hain, Kyun Ki Qabar Me Nek Momin Ko Bahar Ki Khabar Hoti Hai Wo Sunta, Janta, Dekhta, Mehsus Karta Hai.

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Farz Namaz Ke Bad Foran Allah Se Dua Ki Jaye, Ki Isi Ki Targheeb Dilai Gai Hai Fir Bad Dua Farigh Ho Kar Nabi e Kareem ﷺ Ki Bargah Me Salat o Salam Pesh Kiya Jaye Fir Dua Kar Li Jaye Ki Nabi Allah Ki Ata Se Hajat-Rawa Hain.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Displaying 1 - 17 of (17) records

Donate Us

If you like our work please support us by donating. We strive to run only HALAL ADVERTISEMENTS. Educated Person Knows, The Website Runs With Money.