Farmaan e Mustafa
Welcome Image
6-Muharram (محرّم) 1447 H. / Wed, 2.7.2025 3:21 am
بسم الله الرحمن الرحيم الصلوۃ والسلام علیک یارسول اللہ

Category: Qaza/Qasar Namaz

Nahi, Islam Qubool Karne Ke Baad Kufr Ki Halat Ki Qaza Namaz Nahi Padhni Hogi

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Niyat Dil Ke Irade Ka Naam Hai Agar Dil Me Witr Padhne Ke Irade Se Khade Huye Hai To Kafi Hai Aur Muhn Se Is Tarah Kar Sakte Hain Niyat Ki Maine 3 Rakat Witr Wajib Jo Mujh Par Akhri Ya Pehle Waqt Ki Qaza Thi

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Apko Poori Namaz Padhni Hogi Jahan Par Kaam Karte Hain Aur Jab Ghar Aaye To Ghar Par Bhi Poori Namaz Qasar Nahi Hogi

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Teeno Rakat Me Surah Fatiha Aur Surah Padhi Jayegi

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Sirf Farz Padhna Kafi Hai Sunnat Padhna Mustahab Hai Jab Ki Zawal Se Pehle Padhe

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Dono Baaton Ka Ikhtiar Hai Use, Jaise Fajr Ki Kari Waise Hi Tamam Ek Ek Karke Poori Kar Le Ya Har Waqt Poore Poore Din Ki Tamam Kar Le

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Nahi Padh Sakte

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Asar Ki Namaz Ke Baad Agar Makruh Waqt Na Ho To Qaza Namaz Padh Sakte Hain Jabki Masjid Me Na Padhe

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Farz Ya Koi Bhi Qaza Namaz Fajr Ke Baad Padhi Ja Sakti Hai Nafil Nahi Padh Sakte 

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Qasar Namaz Apne Apne Waqt Me Padhi Jayegi, Qaza Karke Namaz Padhna Gunah e Kabira Aur Jahannam Me Le Jane Wala Kaam Hai

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Masjid Me Qaza Namaz Na Padhi Jaye To Behtar Hai Is Dauran Zikr Durood Padh Sakte Hain.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Har Qaza Namaz Jald Se Jald Ada Karna Chahiye Siwaye Makruh Auqat Ke Chahe Fajr Ho Ya Zohar.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Maghrib Bad Qaza Namaz Padh Sakte Hain Poori Raat, Behtar Hai Tanha Padhe Masjid Me Na Padhe.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Ji Han, Aur Qaza Hi Padhni Chahiye Taki Jald Az Jald Ada Ho Sake.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Nahi Tanha Shakhs Ko Namaz Padhne Ke Liye Takbir Kehna Zaroori Nahi Hai.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Nahi, Agar Koi Shakhs Islam Lata Hai To Use Apne Pichle Zamane Ki Namaze Qaza Karne Ki Zaroorat Nahi Hai, Albatta Agar Koi Musalman Kufr Ya Shirk Karne Ke Bad Fir Se Tauba Tajdid e Iman Kare to Usko pichli Qaza Namaze Poori Karni Hi Hongi

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Mard Ko Agar Apna Baligh Hona Yaad Na Ho To Wo 12 Sal Se Apni Namazo Ka Hisab Kare Isi Tarah Khawateen 9 Sal Se.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Ji Han Qaza Namaz Padhna Wajib Hai, Baligh Hone Ke Bad Jo Farz Aur Wajib Namaz Na Padhi Gai Hon Unhe Padha Jayega.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Waqt Fajar Qaza Padhi Ja Sakti Albatta Nafil Nahi Padh Sakte Hain.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Ji Han Qaza Namazo Me Ek Hi Surat Ki Bar Bar Taqrar Kar Sakte Hain Albatta Behtar Ye Hai Ki, Ek Surat Chand Rakat Me Padh Kar, Fir Doosri Surat Chand Rakato Me Padhi Jaye Fir Nai Surat, Fir Wahi Purani Wali Dohra Di Jaye.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Displaying 1 - 20 of (20) records

Donate Us

If you like our work please support us by donating. We strive to run only HALAL ADVERTISEMENTS. Educated Person Knows, The Website Runs With Money.