Salam Ke Jawab Me Salam Keh Dene Se Bhi Jawab Ada Ho Jayega
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Takiya Paak Saaf Hona Chahiye Baki Agar Us Par Quran Padha Jata Hai Aisa Khas Takiya Hai To Use Ganda Hone Se Mehfooz Rakhe Baki Us Par Pair Rakhna Is Tarah Ki Pindilia Takiye Par Ho Talwa Samne Ho Harj Nahi Ki Ye Be Adabi Nahi Aram Ke Liye Hota Hai
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Han Sun Sakte Hain
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Khilaf e Sunnat Hai Hadees Me Mana Kiya Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Imama Bandhna Mutlaqan Sunnat Hai Har Musalman Mard Ke Liye Uske Liye Alim Hafiz Hona Shart Nahi Hai Tamam Namazo Me Bhi Imama Bandha Ja Sakta Hai Chahe Eid Ho Ya Panjgana Ya Jumua
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Jaiz Hai Jabki Sarhane Ho
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Kurta Jubba Pajama Teeno Cheeze Sunnat Hain, Magar Kurta Jubba Sarkar ﷺ Se Pehenna Sabit Hai Pajama Pehenna Aapse Sabit Nahi Tehband Pehenna Sabit Hai
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Nahi, Khane Ke Foran Bad Pani Na Piya Jaye.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Topi Ke Upar Imama Is Tarah Se Bandhna Ki Sar Ke Charo Taraf Bandha Ho Aur Beech Ka Sar (Topi) Poori Khuli Hui Bhi Ho To Isme Bhi Kuch Harj Nahi Na Hi Namaz Dohrane Ki Koi Zaroorat, Mufti Sahab Ko Itijar Ke Masale Me Shayad Tehqiq Nahi Hogi.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Zamzam Aur Wuzu Ke Bache Pani Ko Khade Ho Kar Peena Mustahab Hai Iske Siwa Tamam Pani Ko Beth Kar Peena Sunnat Hai, Albatta Khade Ho Kar Peena Bhi Haram Nahi Sunnat Ka Tark Zaroor Hai.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE