Jaiz Nahi Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Iske 2 Jawab Ho Sakte Hain 1. Har Ruku Sujood Wali Namaz Ke Liye Fatiha Zaroori Hai, Janaze Ki Namaz Me Ruku Sajde Nahi Hote, 2. Jis Namaz Ka Jo Tariqa Nabi e Akram ﷺ Ne Diya Hai Hume Wahi Follow Karna Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Nahi Padh Sakte, Baad Me Use Kisi Sunni Ko Padhna Chahiye Warna, Dafan Ke Fauran Baad Koi Qabar Par Padh De
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Salam Karne Me Harj Nahi Agar Wo Qabar Wali Ki Na Bhi Ho To Aam Musalman Ki Qabar Ko Bhi Salam Karne Ka Hukm Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Zaroorat Nahi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Janaza Padhaya Jayega
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Zaroorat Ho To Dekh Sakte Hain Kisi Khas Ke Liye
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Mehram Ke Hote Huye Ghair Mehram Ko Qabar Me Na Utarne Diya Jaye Agar Mehram Kam Ho Ya Taqat Me Zada Na Ho To Doosre Log Madad Kar Sakte Hain
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Agar Wo Shakhs Taharat Se Waqif Hai Aur Janaze Ki Namaz Sahi Padha Sakta Hai Aur Usse Behtar Wahan Koi Nahi To Namaz Padh Lena Chahiye, Janaze Ki Namaz Aam Namaz Ki Nisbat Asan Hai.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Har Insan Ke Sath Imama Sharif Ki Ijazat Ulama Ne Nahi Di, Albatta Peer, Alim, Imam, Syyed, Deeni Peshwa, Badshah Waghaira Ko Imama Ke Sath Dafan Kiya Ja Sakta Hai.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Ja Sakte Hain Agar Koi Apna Hai To Jabki Napak Mard Na Jaye To Behtar Hai, Use Pehle Ghusl Karna Chahiye Magar Aurat Haiz Me Ghusl Nahi Kar Sakti Isilye Karibi Ho To Dekh Le.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم