Agar Muqtadi Ko Wo Ayate Aati Hain To Usi Se 2 Rakat Padh Kar Sajda Kar Sakta Hai Warna Koi Jo Chahe Ayat Se Bachi Hui Taraweeh Padh Sakta Hai, Zaroori Nahi Wahi Ayate Padhe,
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Aurat Ka Imam Banna Makruh e Tehrimi Hai Lihaza Taraweeh Me Bhi Aurat Imamat Nahi Kar Sakti
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ijazat Zaroori Hai Agar Unhe Apki Zaroorat Hui To Pehle Unki Khidmat Karni Hogi Aur Agar Baith Kar Khabar Kar Di Aur Ghar Me Aur Log Maujood Hain To Harj Nahi Fir Bhi Unhe Razi Karna Hoga Agar Wo Is Baat Se Khafa Honge To
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Taraweeh Ho Jayegi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Taraweeh Ghar Par Padhne Ke Liye Hafiz e Quran Hona Zaroori Nahi Hai, Balki Jo Surat Yaad Hain Unhi Se 20 Rakat Namaz Padhi Ja Sakti Hai Jaisa Ki Aurate Bhi Ghar Par Hi Padhti Hai To Kya Sab Aurate Hafiza Hoti Hain ?
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Padh Sakte Hain Balki Padhna Behtar Hai, Yani Qa'da Ula Me Durood Bhi Padh Sakte Hain Aur Teesri Rakat Me Sana Bhi.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Ji Han Taraweeh Aur Tahajjud Dono Namaz Padhi Ja Sakti Hai.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Isha Ke Farz Padhne Ke Bad Taraweeh Padhi Ja Sakti Hai Isse Pehle NahI.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب