zaitoon ki fazilat
Welcome Image
10 Shawwal 1445 / Sat, 20 April 2024
بسم الله الرحمن الرحيم الصلوۃ والسلام علیک یارسول اللہ

Category: Imamat/jamat

Imam Ke Piche Bhi Takbeer e Tehrima Farz Hai, Baki Takbeer Sunnat Hai, Aur As-Salam Wajib Hai Baki Sunnat

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Iqamat Imam Ke Musalle Se Piche Rah Kar Padhi Jaye, Chahe Imam Padhe Ya Koi Doosra

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Agar Taharat Ka Ilm Hai Aur Quran Sahi Padh Leta Hai To Padha Sakta Hai Jabki Namaz Padhana Ata Ho

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Imam Ke Sath Salam Pher Den

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Nabeena Ki Imamat Makruh e Tanzihi Hai Siwa Is Surat Ke Ki, Wahi Waha Sabse Zyada Ilm Rakhta Ho, Agar Wahi Alim e Qom Ho To Wahan Ye Makruh Bhi Nahi

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Namaz To Ho Jayegi Jabki Wo Taziya Ko Ghalat Hi Samjhta Ho Magar Imam Ko Aise Khurafat Wali Jagah Par Jane Se Bachna Chahiye Aur Baaz Jagah Qom Khud Le Jati Hai Jabran To Muslehat Ke Tehet Bhi Ho Sakta Hai

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Imam Ka Muqtadi Se Ya Iske Baraks Buland Jagah Par Khade Hona Makruh Hai Magar Ye Itna Buland Ho Ki Door Se Dekne Me Wazeh Mumtaz Nazar Aye Albatta Muqtadio Ka Bhi Imam Se Uncha Khada Hona Khilaf e Sunnat Makruh Hai Agarche Namaz Ho Jayegi Bezaroorat Isse Bachna Chahiye

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Mard Baligh, Sab (Aurat, Khunsa, Nabaligh) Ka Imam Ban Sakta Hai

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Imamat Par Isse Koi Farq Nahi Ayega, Dekha Ye Jayega Ki Unki Narazgi Ki Wajah Kya Hai Ye Zaroori Nahi Ki Bada Har Masle Me Sahi Ho Kabhi Kabhi Chota Bhi Haq Par Hota Hai Magar Use Tasleem Nahi Kar Pata

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Imam Ne Namaz Kyun Nahi Padhi ? Agar Juma Se Pehle Fajr Qaza Padh Kar Tauba Kare Len To Juma Padha Sakte Hain

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Han Hota Hai Agar Imam Se Lahaq Hua To

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

 

Sunnat Ye Hai Ki Jaise Hi Imam Ek Taraf Salam Pherna Shuru Kare Muqtadi Bhi Fauran Salam Pherna Shuru Kar De, Suwal Me Jis Tariqe Ko Sunnat Kaha Gaya Wo Ghalat Hai

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Jaan Kar Padha To Namaz Dohrani Hogi Warna Nahi

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Agar Chothi Rakat Me Shamil Huye Hain To Shuru Ki 2 Rakat Me Qirat Karna Hai Akhri Wali Me Nahi Karna, Shayad Yahi Puchna Hai Apko

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Jis Tarah Suwal Me Likha Hai Is Tarah Se Agar Muqtadi Salam Pherne Se Pehle Bhi Baith Jata To Bhi Use Namaz Nahi Milti, Is Mas'ale Me Farz Qiyam Ka Khayal Nahi Rakha Jata

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Ruku Agar Mil Gaya To Jamaat Mil Gai Agar Ruku Ke Baad Shamil Huye Maslan Sajde Me To Rakat Nahi Mili

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Taziyon Me Dhol Bajana Fasiqon Ka Kaam Hai, Aisa Shakhs Jo Logo Me Ailaniya Dhol Bajata Ho Qabil e Imamat Nahi Hai Jab Tak Ailaniya Tauba Na Kar Le

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Imam Jo Namaz Ke Liye Mukarrar Hai Use Har Namaz Se Pehle Kisi Ki Ijazat Lene Ki Zaroorat Nahi, Albatta Itna Ho Sakta Hai Ki Agar Masjid Me Imam Ke Paas Koi Mehman Sayyid Aaye Hon Aur Unhe Namaz Padhane Ko Kahe Aur Wo Mana Kar De To Fir Aarzi Ijazat Leni Chahiye Aur Ye Mehman Ke Ehtram Ki Wajah Se.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Nafil Ko Tark Karna Gunah Nahi Hai Lihaza Aise Imam Ke Piche Namaz Padhne Me Koi Karahat Nahi Hai.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Ji Han, Tashahud Padhna Hoga.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Nahi Aisa Nahi Hai, Balki Har Wo Sahi Ul Aqeeda, Ba-Shara Shakhs Jo Taharat Aur Namaz Ke Masail Se Achchi Tarah Waqif Ho Imamat Karwa Sakta Hai, Baki Maulana, Alim, Mufti, Wagera Ke Ilmi Darjat Aam Shakhs Se Zyada Hain To Wo Aur Zyada Haqdar Hain Imamat Ke, Siwa Uske Ki Jo Naam Ka Alim Ho Aur Masail Se Waqif Na Ho.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Jamaat Me Agar Wuzu Toot Jaye To Fauran Namaz Tod Kar Apni Saf Se Namaziyon Ke Aage Se Guzarte Huye Bahar Aa Jaye Aur Wuzu Karke Fir Wahin Khada Ho Kar Namaz Poori Kare, Agar Jamaat Nikal Jaye To Apni Padhe.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Agar Apne Ye Suna Wahan Ke Logon Ke Zariye Se Hai Aur Apko Batane Wale Par Yaqeen Ho Ki Sahi Bol Raha Hai Ya Fir Apne Khud Koi Aisi Baat Imam Se Suni Ya Usme Dekhi Ki Wo Shia Hai Ya Fir Kisi Bhi Batil Aqeede Ka Hai To Behtar Hai Apni Namaz Padhi Jaye Aur Raha Mujawiro Ka Haal To Unme Se Aksariyat Jahilo Ki Hai Jo Sahaba Par Bhi Bhokne Se Baaz Nahi Rehte, Unke Piche Namaz To Door Unko Salam Tak Na Kiya Jaye.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Dadhi Ka Ek Musht Se Kam Karna Haram Hai, Aiso Ki Nisbat Imam e Ahle Sunnat Fatawa Razaviya Me Farmate Hain Ki, Aiso Ko Imam Banana Jaiz Nahi Aur Unke Piche Padhi Namaz Dohrana Wajib Hai.

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Namaz Ho Jayegi Agar Bhul Se Aisa Hua Ho. Imam Ke Piche Sajda Sahw Ni Hoga.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Jis Imam Me Sharait e Imamat Pai Jaye Uske Pichhe Namaz Durust Ho Jayegi, Dil Ke Waswaso Ka Khayal Na kiya Jaye.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Farz Namazo Ko Bila Uzr Qaza Kar Dene Wala Shakhs Fasiq Hai Aur Fasiq Ko Imam Banana Jaiz Nahi. Fasiq Ki Imamat Ke Bare Me Farmaya Gaya, "Fasiq Ke Piche Namaz Padhna Ek Gunah Hai, Aur Use Imam Banana Dusra Gunah Hai, Aur Agar Kisi Tarah Imam Ho Gaya To Bila Majboori Us Ke Piche Namaz Padhna Ek Gunah Hai".

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Displaying 1 - 27 of (27) records

Donate Us

If you like our work please support us by donating. We strive to run only HALAL ADVERTISEMENTS. Educated Person Knows, The Website Runs With Money.