zaitoon ki fazilat
Welcome Image
8 Shawwal 1445 / Thu, 18 April 2024
بسم الله الرحمن الرحيم الصلوۃ والسلام علیک یارسول اللہ

Category: Allah

Allah Ki Yaad Ya Mohabbat Me "Miss You Allah" Kehne Ma Harj Nahi

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Mumkin Hai

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

 

Allah Ke Liye Lafz Muhafiz Hota Hai Na Ki Bodyguard Kyun Ki Bodygurad Baaz Surat Me Sirf Person (Makhlooq) Ki Hifazat Karta Hai Jaisa Ki Naam Se Zahir Hai Body (Persoality) Ki Hifazat Karne Wala, Aur Wo Kabhi Kabhi Bachane Me Nakaam Bhi Ho Jata Hai Jabki Allah Insan Ke Alawa Janwar Aur Tamam Makhlooq Ka Muhafiz Hai Na Sirf Jaan Ka Balki Rizq Ka Bhi, Aur Bhi Bahot, Aur Wo Apne Kaam Me Nakaam Nahi Hota, Lihaza Allah Ke Liye Bodyguard Bolna Nihayat Kam Aqali Hai

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Allah Ta'ala Ke Qadir Hone Se Ye Murad Hai Ki Wo Har Mumkin Par Qadir Hai Aur Koi Mumkin Us Ki Qudrat Se Bahar Nahi

1. Hayat 2. Qudrat 3. Sunna 4. Dekhna 5. Kalam 6. Ilm Aur 7. Irada

Ilm e Zaati Allah Ta'ala Ka Khassa Hai

Ilm e Zaati Ka Ye Maana Hai Ki Be Khuda Ke Diye Khud Hasil Ho

Allah Ta'ala Ke Abadi Hone Se Murad Ye Hai Ke Wo Humesha Rahega

Allah Ta'ala Ke Qadeem Aur Azali Hone Ka Ye Matlab Hai Ki Wo Hamesha Se Hai

Zaat e Baari Ta'ala Ko Wajib Ul Wujood Kehte Hain Aur Isse Murad Wo Zaat Hai Jiska Wujood Zaroori Ho

Na Kufr Na Haram, Kasrat Ke Liye Istemal Hota Hai

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Kufr Nahi Hai Keh Diya Jata Hai

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Kufr Hai

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Han Waswase Kufirya Hain Magar Waswaso Se Kafir Nahi Hote Albatta Lahol Ki Kasrat Karen

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Han, Isme Koi Harj Nahi, Wo Tamam Makhlooq Ka Rab Hai Aur Kaba Bhi Makhlooq Hai.

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب

Jaiz Hai Isme Harj Nahi.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Allah Ke Bare Me Aisa Khayal Kufr Hai Kehne Wale Par Tauba Fir Se Iman Lana, Aur Shadi Shuda Tha To Fir Se Shadi Karwana Chahiye.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Ji Han, Khwab Me Allah Ka Deedar Karna Mumkin Hai. 

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Ji Han, Jo Sher Apne Likha Hai Uska Padhna Haram Hai Aur Ye Aqeeda Shirkiya Hai.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Urfiya Jumla Hai Kufr Nahi Hai.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Displaying 1 - 21 of (21) records

Donate Us

If you like our work please support us by donating. We strive to run only HALAL ADVERTISEMENTS. Educated Person Knows, The Website Runs With Money.