Ho Jati Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Aap Juma Ke Din Ghar Me Tanha Zohar Ki Namaz Padh Sakte Ho Aur Baki Namazo Me Biwi Ya Beti Ke Sath (Shadi Na Hui Ho To Maa Behen Bhai Etc) Ke Sath Ghar Me Jamat Se Namaz Padh Sakte Ho Jabki Ap Me Imamat Ki Sharait Payi Jaati Ho
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Aisa To Kabhi Suna Padha Nahi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Ghar Me Juma Nahi Hota, Zohar Padh Sakte Ho Biwi Ke Sath Jamat Se
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Agar Public Zyada Ho To Maidan Me Namaz Padh Sakte Hain Jahan Koi Bhi Jamat Me Shamil Ho Jaye, Aur Khet Agar Kisi Doosre Ka Hai To Wahan Namaz Na Padhe Ya Fir Fassl Kharab Hone Ka Dar Ho To Bhi Nahi, Kisi Ghar Me Bhi Nahi Padh Sakte Ki Wahan Izn e Aam Nahi Hoga
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Dua Karni Chahiye Magar Bagair Awaz Ke
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Agar Waha Sunni Imam Hai To Jana Hi Behtar Hai Aur Jumua Na Padh Pane Ki Surat Me Zohar Tanha Padh Sakte Hain
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Eid Aur Jumua Jaisi Namaz Ke Liye Jo Shart Hain Wo Ghar Me Paai Nahi Jaa Sakti Lihaza Aise Me Tanfa Zohar Padhna Chahiye Jaha Imam Sunni Na Ho
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Agar Jumua Na Padhne Ki Wajib Wajah Thi To Zohar Padh Lena Kafi Hai Aur Bewajah Jumua Tark Karna Chahe Susti Se Ho Ya Ghaflat Se To Gunah Hoga Zohar Padhna Fir Bhi Farz Rahega Aur Zohar Se Jumua Ka Gunah Kam Nahi Hoga
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Han Pehli Saf Ka Sawab Baad Walo Se Zyada Hai, Aur Inme Bhi Pehle Imam Fir Naib Imam Fir Naib Imam Ke Dahine Wale Fir Bayen Wale Is Tarah Fir Piche Tak
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Juma Pura Hone Ke Baad Padh Le
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Jumua Na Padhne Ki Surat Me Zohar Ki Namaz Mukammal Ada Ki Jayegi Sunnat Farz Sab Aur Ye Namaz Bina Jamat Ke Honi Chahiye
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Masjid Ke Namaz Time Board Par Jo Juma Ka Time Hota Hai Wo Khutbe Ka Time Hi Hota Hai Na Ki Jamat Ka Aur 2-3 Minute Ke Khutbe Ke Foran Bad Hi Jamat Shuru Ho Jati Hai Aur Jumua Me Aham Khutba Hi Hota Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
2 Martaba.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Agar pehli Namaz Kisi Wajah Se Fasid Ho To Doosri Jagah Ada Kar Len, Albatta Jab Ek Namaz Sahi Hui To Use Doosri Jagah Ada Karne Ki Zaroort Nahi.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Shawwal Poore Mahine Hi Rehta Hai Lihaza Koi Is Maah Me Jab Bhi Rakhega Roze Ka Sawab Payega.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Han Kar Sakte Hain Kyun Nahi, Ye To Ramzan Ki Raton Me Bhi Kar Sakte Hain.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Aas pas Jaha Jumua Hota Ho To Waha Ja Kar Padhe. Agar Kisi Surat Jumua Nahi Milta Maslan Us Sheher Me Jumua Hota Hi Nahi To Apni Zohar Padhe.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب