Jo Kisi Ghair Mazhabi Shiar Ya Ibadat Ko Bataur e Khushi Kare Ya Shamil Ho Ya Use Haq Jane To Wo Shakhs Islam Se Kharij Hai Tauba Tajdeed e Iman Wajib Hai Aur Agar Biwi Wala Tha To Nikah Lazim Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Kafir Nahi Hoga Albatta Gunahgar Zaroor Hai Aur Fasiq Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Kafir Nahi Hoga, Magar Dhun (Music) Sunna Insan Ko Munafiq Banata Hai Ye Baat Hadees Me Farmayi Gayi Hai, Ye Bhi Jaiz Nahi Aur Isse Bhi Tauba Kani Hogi
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Kufr Nahi Hoga, Apne Is Masail Ke Liye Ilm e Deen Sikhe Waswaso Se Bache
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Ye Jumla Kufriya Hai Ki "Khuda Discrimination Kyu Karta Hai" Kyun Ki Ye Khuda Ke Faislo Par Etraz Aur Naqis Samajhna Hai, Aisa Nazariya Rakhne Likhne Se Banda Islam Se Bahar Nikal Jata He Lihaza Ap Isse Tauba Karke Fir Se Kalima Padhe Aur Fir Se Islam Laye, Aur Apki Bato Se Pata Chala Ki Apko Aqeede Ka Ilm Nahi Hai Lihaza Ishq e Rasool ﷺ Ke Liye Ilm Hona Zaroori Hai Allah Jahil Ko Dost Nahi Rakhta.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Ji Han Musalman Maan Liya Jayega, Jabki Wo Wazahat Bhi Kare Ki Is Kufriya Baat Ya Aqeede Se Maine Tauba Ki Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Let Kar Bayan Sunna Na Kufr Hai Na Gunah Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Agar Uske Aqeede Durust Hain To Musalman Hi Shumar Kiya Jayega
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Agar Kisi Ko Loki Pasand Nahi Aur Wo Is Baat Ka Izhar Kar De To Harj Nahi Kufr Bhi Nahi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Agar Ye Jaan Kar Ki Nabi E Paak ﷺ Ki Aulad Hai Isliye Tauheen Kar Raha Hai To Beshak Kufr Hai Ki Ye Nabi E Karim Se Hasad Aur Bughz Aur Nafrat Dikhata Hai Aur Dikhata Hai Ki Unki Aal Ki Bhi Meri Nazar Me Koi Ehmiat Nahi, Albatta Pata Na Ho, Ya Niyat Zaat Ki Tauheen Ki Na Ho To Kufr Nahi Sakht Haram Tab Bhi Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Islam Se Inkar Karne Wala Musalman Nahi Hai Jab Wo Khud Hi Inkar Kar Raha Hai Ki Wo Musalman Nahi Hai To Use Musalman Kaise Mana Jayega
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Agar Waqai Uska Aqeeda Ye Hai Ki Dono Jagah Khuda Ki Ibadat Hoti Hai To Ye Aqeeda Kufr Hai, Masjid Aur Mandir Dono Alag Alag Cheeze Hain Mandir Hindu Dharm Ke Logo Ke Liye Ibadat Khana Hai Jahan Wo Apne Kai Saare Buto Ki Pooja Karte Hain Jabki Masjid Me Ek Hi Khuda Ki Ibadat Hoti Hai
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Isme Koi Harj Nahi Yani Ye Kehna Kufr Ya Haram Nahi Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Nahi
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Walidain Ko School Ja Kar Is Bare Me Teachers Se Baat Karna Chahiye Ek Baar Sakhti Se Ki Humare Bacho Ke Sath Ye Sab Na Kiya Jaye
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Kufr Nahi Hai Ye, Magar Namaz Ko Tark Karna Hazaro Saal Jahannam Me Jalne Ka Haqdar Banna Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Tauba Qubul Ho Jayegi Magar Aqeede Sahi Nahi The Aur Baad Me Sahi Huye To Apne Milne Walon Ko Zaroor Agah Kar Den
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Nahi Nikah Nahi Toota, Jabki Apka Aisa Aqeeda Nahi
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Tauba Qubool Ho Jayegi Magar Aqeede Sahi Nahi The Aur Baad Me Sahi Huye To Apne Milne Walo Ko Zaroor Agah Kar Den
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ji Nahi Ye Shirk Nahi Hai Agar Wo Jaiz Dariye Ka Sahara Le Aye Yaqeen Yahi Ho Ki Shifa Allah Hi Deta Hai Ye Sab Zariya Hai To Ye Sunnat Hai Na Ki Shirk Lihaza Ruhani Ilaj Karwana Bhi Jaiz Hai Taweez Ke Zariye Bhi
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Kufr Nahi Hai Kyun Ki Aam Bol Chal Me Apne Kaam Ke Liye Ya Apni Taraf Se Bheje Gaye Shakhs Ko Kaha Jata Hai, Agar Man Lia Jaye Banda Kehna Kufr Ho, To Mera Adami Bhi Kehna Kufr Hoga Kyun Ki Adami Bhi To Sab Khuda Ne Hi Paida Kiye
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Nahi Ye Kufr Nahi Hai Magar Aise Jumle Na Bole Jayein
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Wapas Aa Sakta Hai Bina Khaye Aur Khana Le Kar Gano Se Alag Ho Kar Bhi Kha Sakta Hai Jahan Saf Awaz Na Aati Ho Magar Khana Ghar Na Laye
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Nind Me Agar Kufr Kaha Jabki Use Khud Bhi Kuch Hosh Nahi To Kehne Wala Kafir Nahi Hoga
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Kufr Nahi Hoga
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Ji Han Tajdeed e Iman Ghar Par Hi Kar Sakte Hain Iske Liye Alag Se Masjid Ya Kahin Jane Ki Zaroorat Nahi Aur Paki Hasil Karna Bhi Shart Nahi Lihaza Kufr Ke Bad Foran Hi Tauba Aur Iman Lana Chahiye Wuzu Ya Ghusl Ki Wajah Se Der Na Ki Jaye
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Agar Wo Shakhs Isha Ki Namaz Ko Farz Nahi Samajhta To Kafir Hai, Warna Sakht Haram To Hai Hi
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Bewajah Kisi Musalman Ko Kafir Kehna Khud Me Kufr Hai Chahe Gusse Me Ho Aur Maa Ko Aisa Kehna To Aur Sakht Gunah Ka Kaam Hai, Toba Aur Kalime Ke Sath Maa Se Bhi Muafi Mangni Hogi.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب