Han Baith Let Sakta Hai, Bas Muhn Namaz Ke Samne Na Ho, Koshish Kare Pair Bhi Na Ho
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Ji Han Dua e Qunoot Padhni Hoti Hai Wo Bhi Ahista
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Namaz Ho Jayegi Akhir Me Sajda Sahv Karna Hoga
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Maghrib Se Karib 20 Minute Pehle Asar Ke Siwa Koi Namaz Na Padhe, Zikr Azkar Kar Sakta Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Namaz Ho Jayegi Magar Sunnat Ke Khilaf Hogi
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Puchhi Gayi Surat Me Isi Haal Me Namaz Jaari Rakhe Aur Akhir Me Sajda Sahv Kar Len
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Han Sajda Sahw Karna Hoga
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Jin Namazo Me Qirat Buland Awaz Se Hogi Usme Bhi Sirf Tasmia Ahista Hi Se Padhna Sunnat Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Iska Matlab Hai Farz Zimme Se Ada Ho Gaya Magar Usme Karahat Baki Hai Lihaza Wajib Ul Iyada Namaz Fir Se Dohrai Jayegi Albatta Waqt Ki Qaid Us Par Se Khatam Hai
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Agar Sajda Sahv Witr Me Wajib Hoga To Witr Me Bhi Karna Hoga Sajda Sahv Sirf Farz Namaz Me Hota Hai Aisa Nahi Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Nabaligh Nasamajh Bachcho Ko Saf Ke Bich Khada Karna Nahi Chahiye Balki Zyada Chote Bachche Hon To Masjid Hi Na Laya Jaye, Daur e Nabuwat Me Bhi Unke Liye Saf Mardo Ke Piche Hoti Thi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Agar Ye 1 Ya 2 Ayat Itni Badi Hai Ki Teen Choti Ayat Ke Barabar Ho Jati Hai To Padh Sakte Hain Warna Nahi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Namaz Ho Jayegi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Agar Khoon Zyada Hao To Wuzu Toot Jayega Aur Wuzu Tootne Se Namaz Bhi
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Masjid Me Topi Hoti Hai Wo Pehen Le Aur Agar Aise Hi Namaz Padh Li To Namaz Ho Jayegi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Namaz Ho Jayegi Jo Log Umooman Aisa Kapda Pehnte Hai Aur Karahat Ulama Ne Bayan Ki Wo Tanzihi Hai Wo Bhi Un Logo Ke Liye Jo Us Libas Ko Pehen Kar Logo Me Nahi Jate,
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Naaf Ke Niche Bandhe Ki Yahi Sunnat Hai Mard Ke Liye
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Namaz Shuru Kar Di Hai To Padh Sakte Hain Shuru Nahi Ki Hai To Phir Theher Jana Behtar Hai Baki Padh Li To Namaz Ho Jayegi
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Witr Padhna Wajib Hai Lihaza Unhe Bhi Padha Jayega
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Khilaf e Sunnat Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Fajar Ki Namaz Waqt Khatm Hone Se 1 Minute Pehle Bhi Padh Li To Namaz Ho Jayegi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Sajda Sahw Ek Salam Pherne Ke Baad Hi Kiya Jata Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Namaz Dohrani Hogi Yani Waqt Rehte Usi Waqt Me Qaza Se Pehle Padhni Hogi
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Uska Qawi Ghuman Se Andaza Kare Ki Kitne Saal Se Padh Raha Hai Phir Usi Andaz Se Namaz Ko Dohra Le
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Imam Ke Piche Surah Fatiha Padhna Jaiz Nahi Hai,
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Han Rakh Sakte Hain Rumal Ya Koi Aur Cheez Agar Sajde Me Dikkat Hoti Ho To
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
4 Ungali Ka Fasla Mustahab Hai 10 Ka Khilaf e Sunnat
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Namaz Ho Jayegi
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Padh Sakte Hain Behtar Thoda Ruk Jana Hai Ki Uske Baad Dakaar Aane Ka Wait Kar Le Warna Namaz Me Dakar Shuru Ho Jayegi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Dua e Qunoot Yaad Na Ho To Koi Doosri Dua Padh Sakte Hain
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE