Bina Wuzu Mobile Me Quran Paak Dekh Kar Padha Aur Suna Ja Sakta Hai
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Ghalati Se Hath Laga Liya To Gunah Nahi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Laga Sakte Hain
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Wahabi Ki Azan Azan Me Shumar Nahi Lihaza Tilawat Rokne Ki Hajat Nahi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Jaiz Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Han Kar Sakte Hain Agar Wo Khud Kahe Aisa Karne Ko, Ki Ye Uske Dil Me Quran Aur Islam Ki Azmat Dikhata Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Hissa Bhi Le Sakte Hain Qurbani Ada Ho Jayegi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Suwal Adhura Hai, Ho Bhi Sakte Hain Aur Nahi Bhi, Agar Tarjuma Padh Kar Uska Matlab Apni Aqal Se Khud Nikalne Laga Aur Kuch Ka Kuch Matlab Nikalega To Zaroor Gumrah Ho Jayega
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ye Koi Qurani Ayat Nahi Hai, Aur Isme Maut Se Murad Ye Hai Ki Kabhi Kabhi Kisi Ki Judai Maut Ki Tarah Sakht Ho Jati Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Let Kar Quran Padhna Jaiz Hai Behtar Hai Ki Tange Samet Kar Padhe, Aur Baithne Me Bhi Kamar Ko Diwar Ka Sahara Laga Kar Baitha Ja Sakta Hai Yani Tek Laga Kar
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Mobile Mp3 Me Quran Sunne Ke Liye Wuzu Ka Hona Zaroori Nahi Balki Ghusl Ka Hona Bhi Zaroori Nahiواللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Quran Ka Tarjuma Chahe Farsi Urdu Me Ho Ya Kisi Aur Zuban Me Uske Padhne Aur Chune Me Quran Hi Ke Hukm Me Dakhil Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Agar Sirf Quran Padhne Ki Niyat Se Padh Rahe Hain To Nahi, Agar Koi Amal Kar Rahe Hain Khud Se Aur Amaliyat Ke Bare Me Jante Nahi To Shayad
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Ek Din Me Quran Is Tarah Padhna Ki Jaise Record Banana Ho Ya Naam Karna Ho To Aisa Shakhs Sirf Apne Ko Takleef Me Dalta Hai, Kyun Ki Aise Me Wo Shakhs Khulus Ke Sath Nahi Padhega, Lihaza Kam Se Kam 3 Din Me Poora Kiya Jaye
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Gunah Nahi Hai Na Hi Isme Koi Harj Wali Baat Hai.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Nahi, Tarjuma Padhne Se Quran Padhne Ki Wo Fazilat Nahi Hai.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Fahash Movie Dekhna Haram Hai, Albatta Usi Phone Me Quran Padh Sakte Hain.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Jaiz Hai Magar Charpai Napak Na Ho Aur Paitiyane Ki Taraf Na Rakha Jaye Sirhane Ki Taraf Rakh Kar Padha Jaye.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Mobile Me Iski Riayat Ki Zaroorat Nahi Hai Kyun Ki Peeth Karne Se Qat'an Quran Ki Taraf Peeth Nahi Hoti Balki Mobile Ki Taraf Hoti Hai Jaisa Ki Mobile Me Quran Padhne Ya Chune Ke Liye Wuzu Farz Nahi Waise Hi, Behtar Hai Kaabe Ki Taraf Munh Karke Padhe.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Agar Ghalati Se Gir Jaye To Harj Nahi Yani Gunah Nahi Hai Magar Aise Kam Me Ghaflat Na Kara Kare Baki Ehtiatan Tauba Kar Le To Harj Nahi.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Dono Halat Shayad Ek Hi Hoti Hai ? Napaki Me Quran Ka Chuna Haram Hai, Albatta Sahih Zaroorat Pesh Aaye Maslan Kahin Aur Rakhna Ho Doosra Banda Nahi Hai To Kisi Pak Aur Mote Kapre, Jise Khud Pehne Na Ho, Usse Utha Kar Rakh Sakte Hain.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Han Keh Sakte Hain.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Nahi, Isse Quran Ki Koi Beadabi Nahi Hai Aur Na Aisa Karne Me Koi Harj Ya Gunah.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Isme Kya Harj Hai, Har Floor Wala Apne Apne Room Me Quran Rakhega Hi Aur Padhega Bhi Aur Namaz Bhi Padhega.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Padh Sakte Hain, Jabki Banyan Waghaira Kuch Pehna Hua Ho.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Youtube Ya Kisi Bhi Website Par Kisi Bhi Formate (Audio/Video) Me Quran Ko Upload Karna Jaiz Hai Balki Sawab Hai Ki Doosre Log Usse Tilawat Sun Sakte Hain.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Yes, Safar Ya Gadi Me Baith Kar Joote Chappal Pehne Huye Ho To Quran Mobile Aur Hard Copy (Qurani Nuskha) Dono Me Padh Sakte Hain.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب