Suwal Wazeh Nahi Hai, Agar 3 Din Haiz Aata Hai To 3 Din Yani 72 Ghante Baad Wo Paak Ho Jayegi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Nahana Jaiz Hai Koi Harj Nahi, Agar Nahane Se Nuqsan Ka Khud Tajurba Ho To Na Nahaye.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ji Han, Ghusl Ke Baad Quran Namaz Padh Sakte Hain Agarche Paak Hone Ke Bad Ghusl Na Karne Se Jo Namaz Qaza Hui Uska Gunah Rahega, Magar 40 Din Wali Bat Ghalat Hai.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Ji Han Haiz Me Aurat Miswak Kar Sakti Hai Aurat Ko Miswak Ki Jagah Ungali Se Dant Saf Karna Chahiye.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Haiz Me Allah Likhna Aur Padhna Yani Bolna Dono Jaiz Hai.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Halat e Haiz Me Sajda e Shukr Karna Mana Hai.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Halat e Haiz Me Aurat Par Namaz Ki Pabandi Nahi Aur Un Namazo Ko Haiz Ke Bad Me Qaza Karna Zaruri Nahi, Yani Maujada Haiz Ki Namaze Na Padhe, Aur Na Hi Qaza Umari Me Haiz Ki Namaz Padhe, Balki Qaza Namazo Me Se Haiz Ke Din Hata Diye Jaye.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE