Han Naujawan Bhi Dam Kar Sakta Hai Durood Padh Kar Ya Kalima Padh Kar Bhi
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Dua Ke Waqt Jism Me Rongte Khade Hona Ya Ansu Aa Jana Achcha Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ji Han Maghrib Se Kuch Waqt Pehle Dua Ki Qubuliyat Ka Waqt Hota Hai Khaskar Jumua Ke Din
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Pet Bhara Hua Hoga, Tawajjo Apne Maqsad Me Na Hogi
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Papa Ki Baat Ghalat Hai Gustakh e Rasool Se Ittihad Nahi Ho Sakta Aur Musalman Buzdil Nahi Hota, Agar Apke Walid Buzdil Hai To Unhe Apna Iman Pakka Karna Chahiye Shayad Usme Kamzori Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Ji Han Farz Namaz Ke Bad Dua Karna Chahiye Iska Hukum Hai Aur Wo Dua Ki Qubuliyt Ka Waqt Hota Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ek Dua Hai Jo Ahanaf Ke Nazdeek Fajr Me Musibat Ke Waqt Padhi Jati Hai Aur Ruku Se Pehle Na Ki Ruku Me
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Aisa Maine Suna Nahi, Magar Behtar hai Istemal Karna Ki Zikr Ke Waqt Firishte Nazil Hote Hain.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Agar Dushman Aisa Zalim Hai Ki Jisse Jan-Mal Ka Khatra Hai Aur Samjhane Par Baz Nahi Aata To Qanuni Madad Leni Chahiye, Bad-Dua Se Bachna Chahiye, Aur Agar Uske Halak Hone Me Hi Logo Ya Ilaqe Ki Bhalai Hai To Fir Kar Sakte Hain Magar Aisi Surat Hoti Nahi Log Bana Lete Hain.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ji Han Napaki Me Dua Mang Sakte Hain, Aur Qurani Dua Bhi Dua Ki Niyat Se Padh Sakte Hain.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ji Han, Wazan Ka Badh Jana Pet Ka Badh Jana Aksar Beemari Ki Alamat Hoti Hai Lihaza Is Beemari Se Nijat Ke Liye Dua Ki Ja Sakti Hai.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب