Durood e Paak Har Jaiz Maqsad Ke Liye Padha Ja Sakta Hai Jaisi Bande Ki Niyat Aur Tawajjo Hogi Waisa Hi Faizan Use Hasil Hoga
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Koi Harj Nahi Sunni Hi Rahega Koi Wasile Se Mange To Bhi Behtar Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Agar Wazifa Zyada Bada Na Ho Aur Farz Namaz Ke Baad Padhne Ka Ho To Padh Sakte Hain Agar Zyada Bada Wazifa Hai To Behtar Hai Ki Sunnate Padhi Jaye Fir Wazifa
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ji Han Unki Dua Poori Kar Di Jati Hai Aur Wajah Ye Batai Gai Ki:
"Aur Jab Kafir Aur Fasiq Dua Karte Hain To Farmata Hai Allah (Jibrail Se) Inka Kaam Jaldi Karo Mujhe Iski Awaz Pasand Nahi"
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Han Padh Sakte Hain
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Ji Han Kar Sakte Hain Magar Zikrullah Karna Hi Behtar Hai Kyun Ki Is Waqt Firishto Ki Duty Tabdeel Hoti Hai Lihaza Bande Ki Achchi Baten Hi Likhi Jaye To Achcha Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Han, Har Ibadat Ka Isal e Sawab Kiya Ja Sakta Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Ji Han, Pair Fold Karke Durood Zikr Jaiz Hai Aur Dard Ki Wajah Se Aisa Karne Me Harj Nahi, Baki Bewajah Aisa Na Kare. ba-Adab Baith Kar Hi Padhe, Qibla Rukh Ho Kar.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم