Ijaab O Qubool Dono Me Koi Bhi Kuch Bhi Kare Nikah Sahi Hone Me Kuch Kalam Nahi Hoga
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Is Jumle Se Nikah Par Farq Nahi Ayega
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Be Wajah e Sharai Aurat Ka Talaq Ka Mutalba Karna Jaiz Nahi Lihaza Ye Allah Ke Nazdeek Sab Se Napasand Kaam Hai Aurat Ko Aisa Nahi Karna Chahiye Jab Tak Shariat Ke Mutabik Uske Haq Me Koi Kami Na Aaye
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Agar Beti Baligha Ne Apne Zati Maal Ko Apni Marzi Khushi Se Walid Ko De Diya To Ab Walid Usse Meher Ada Kar Sakta Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Agar Ladki Ise Jaiz Nahi Samajhti Aur Ghalat Aur Gunah Hi Janti Hai To Ladki Se Nikah Ho Sakta Hai Aur Agar Ladki Is Gunah Ko Jaiz Samajhti Ho Aur Isme Koi Harj Na Janti Ho To Aisi Ladki Se Shadi Na Ki Jaye
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Apki Behen Ka Nikah Unke Kisi Bete Se Nahi Ho Sakta Magar Apka Nikah Unki Betiyo Me Se Ho Sakta Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Aise Rishtedaro Se Mashwara Hi Mat Lo, Sirf Shadi Ki Dawat Do Baat Khatam
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Bila Wajah Talaq Karna Gunah Hai, Agar Wajib Wajah Hai To Talaq Le Sakti Hai, Agar Widai Ho Gai Shohar Ke Kamre Me Chali Gai Aur Bina Humbistari Ke Subha Talaq Chahe To Baad Talaq Iddat Hogi Phir Doosra Nikah, Aur Shohar Ke Sath Tanhai Se Pehle Talaq Hui To Phir Bina Iddat Nikah Ho Sakta Hai
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ji Han Kar Sakta Hai Har Us Ladki Se jisse Nikah Jaiz Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Dono Aulade Usi Se Hain To Shadi Nahi Hogi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Agar Meher Ke Sath 2 Musalman Gawaho Ki Maujoodgi Me Ijab Qubool Hua Hai To Nikah Sahi Ho Jayega, Jabki Aur Koi Man'e Shara Na Ho
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ahle Kitab Wahi Jo Kisi Nabi Ko Khuda Ya Uska Beta Na Mante Hon Aur Maujoda Daur Ke Ahle Kitab Mushrik Hain Inse Nikah Jaiz Nahi
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Agar Iski Bhabhi, Dewar Ki Biwi Ki Behen Nahi Thi Ya Khala Fufi Nahi Thi To Nikah Me Harj Nahi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Iddat Ki Zaroorat Nahi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Agar Dono Baligh Hain Aur Furu Me Ladka Ladki Se Afzal Hai Nikah Beharhal Ho Jayega 2 Gawah Aur Sharai Meher Ke Sath
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Iddat Me Aurat Ka Har Us Mard Se Parda Rahega Jisse Zindagi Me Tha, Raha Phone Par Baat Karne Ka To Agar Zaroorat Ho To Kar Sakti Hai Baat Warna Iddat Me Qissa Kahani Sunne Sunane Ki Zaroorat Nahi
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ji Han Phone Par Talaq Dene Se Bhi Talaq Ho Jati Hai 1 Di To 1, 2 Di To 2
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Meher Agar Ghair Muajjal Hai To Baad Me Ada Kar Sakte Hain Aur Chu Bhi Sakte Hain
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ji Nahi, Sayyed Se Nikah Ke Bad Ladki Sayyeda Nahi Ban Sakti, Aisa Karna Ya Kehlwana Bhi Dhoka Aur Gunah Hai
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Najaiz Bhi Nahi Hai Zaroori Bhi Nahi Hai
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Nahi
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Ji Han Durust Hai
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Nahi
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Nahi
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Ji Han 3 Talaq Ho Gayi ZyadaTafseel Ke Liye Qareebi Alim Se Ru Ba Ru Rabta Karen
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Kar Sakte Hain Jabki Aur Koi Mana'e Shara Na Ho
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Behtar Hai Ki Unki Beti Se Nikah Na Kiya Jaye Tafsili Maloomat Ke Liye Ilaqe Ke Ulama Se Rabta Karen
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Han, Fir Mumani Se Nikah Jaiz Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب