zaitoon ki fazilat
Welcome Image
10 Shawwal 1445 / Sat, 20 April 2024
بسم الله الرحمن الرحيم الصلوۃ والسلام علیک یارسول اللہ

Category: Sunnat/Nafil Namaz

Tahajjud Padhne Se Jinnat Hawi Ho Jate Hain Ye Faltu Fizul Baat Hai Namaz Se Ruhaniat Badhti Hai Jisse Shayateen Jinnat Door Rehte Hain Lihaza Aisi Ghair Sharai Fizul Baato Ka Eitbar Na Kiya Jaye

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Agar Fajr Faut Hone Ka Dar Na Ho To So Sakte Hain Sone Me Harj Nahi Agar Fajr Me Kafi Waqt Hai, Aur Agar Fajr Me Waqt Kam Hai Aur Qaza Hone Ka Guman Ho To Sona Jaiz Nahi

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Tahajjud Ke Liye Isha Ke Farz Ke Baad Sona Zaroori Hai Ab Agar So Kar Uthne Ka Time Nahi Ya Fajr Jane Ka Khof Hai To Wo Nawafil Padh Sakta Hai Tahajjud Bhi Nafil Hai

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Rasool e Azam ﷺ Par Tahajjud Farz Thi Aur Azan Farz Namaz Ke Liye Hoti Hai Magar Aaj Ke Musalman Par Tahajjud Farz Nahi Hai Lihaza Na Azan Ki Zaroorat Na Hi Jamat Ki Albatta Log Jama Ho Kar Jamat Karna Chahe To Kar Sakte Hain

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Nafil Namaz Isliye Padhna Ki Logo Ki Raghbat Ho To Padhna Jaiz Hai

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Agar Suraj Grahan Asar Ke Baad Ya Makruh Waqt Me Ho To Log Dua Karenge Namaz Nahi Padhenge Isi Tarah Fatawa Razaviya Me Hain

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Ek Niyat Se Ek Hi Namaz Padhe Namaz e Tauba Alag Se Padh Li Jaye 

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب 

Agar Waqt E Zohar Lag Gaya Tha Aur Azan Se Pehle Sunnat Padh Li To Harj Nahi, Yani Sunnat Fir Se Dohrane Ki Zarur Nahi

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Namaz Ho Jayegi Farz Me Aisa Jankar Karna Makruh Hai.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Nafil Ke Tark Par Gunah Nahi Hai, Agar Koi Apni Qaza Padhta Hai To Nafil Tark Kar Sakta Hai Agar Qaza Nahi Padhta Aur Waqt Bhi Hai To Nafil Padhna Chahiye Ki Isme Sawab Hai Aur Akhirat Me Farz Ki Kotahi Ko Poora Karne Me Madadgar Hai.

والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Waqt Fajar Nafil Nahi Padhi Ja Sakti Albatta Qaza Padh Sakte Hain.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Nafil Ya Kisi Bhi Namaz Me Waqt Ka Naam Lena Zaroori Nahi, Lihaza Dil Me Ye Irada Ki Is Waqt Nafil Padh Raha Hun Kafi Hain.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

Ji Han Witr Aur Tahajjud Dono Namaz Padhi Ja Sakti Hai.

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE

Ap Is Behes Me Na Pade Ki Kya Hai Padhne Par Zor Diya Jaye, Niyat Me Sirf Tahajjud Naam Lena Kafi Hai. Albatta Baz Sunnat Nafil Ke Hi Hukm Me Hoti Hai Isilye Baz Use Sunnat Bol Dete Hain, Baz Nafil.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Displaying 1 - 15 of (15) records

Donate Us

If you like our work please support us by donating. We strive to run only HALAL ADVERTISEMENTS. Educated Person Knows, The Website Runs With Money.