Shatranj Khelna Jaiz Nahi Hai Hadees Me Chal Chalne Se Mana Kiya Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Nahi Hoga, Aur Tauba Se Baligh Ke Gunah Bhi Muaf Ho Jate Hain Albatta Kisi Ka Maal Baki Ho To Alag Baat Hai
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Apko Ek Cup Chaye Me Halka Se Zeher De Diya Jaye To Chalega Kya ? Thik Waise Hi Music Music Hai Halka Ho Ya Bhari
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Salam Tanha Bhi Padh Sakte Hain Buland Awaz Na Ho Agar Namazi Bhi Hon To
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Maujooda Daur Me Jaise Taziya Aur Unka Mamla Hai Wo sab Najaiz Aur Gunah Wale Kam Hain Isi Tarah Dhol Bajana Bhi Khel Tamasha Karna Hai Taziye Me Ho Ya Shadi Me
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Rakh Sakta Hai Magar Hath Rakhne Se Dard Jata Hai Kya ?
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Jala Sakte Hain Jabki Wahan Logo Ki Kasrat Ho Aur Agar Aam Din Me Jabki Log Wahan Jate Nahi Ya Kam Hi Jate Hain To Fir Jalana Nahi Chahiye.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Beasal Bat Hai.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Agar Wo Insani Baal Ki Na Ho Aur Suar Ki Na Ho To Laga Sakte Hain.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Dimag Ko Kamzor Karne Wala Kaam Hai.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Jaiz Hai,
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Hadis Me 3 Khel Ke Siwa Tamam Khel Ko Batil Qarar Dia Hai. Aur Carrom Un Teeno Khelo Me Nahi Hai Lihaza Doosre Khel Jisme Jismani Harkat Ho Kiya Ja Sakta Hai Carrom Se Na To Dimag Ki Kasrat Hai Na Hi Jism Ki.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
VIDEO ANSWER CLICK HERE
Apni Sehat (Health) Ko Baqi Rakhne Ke Liye, Bimariyo Se Bachne Ke Liye Yoga Karna Jaiz Hai Aur Agar Is Par Achchi Niyat Bhi Shamil Ho To Sawab Ki Ummid Bhi Hai, Maslan: Sehatmand Rahega To Ibadat Karega, Kamzoro Ki Madad Karega, Walidain Ki Khidmat Aur Ibadat Par Madad Hasil Karega, Waghaira Waghaira.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Unhe Kha Sakte Hain, Log Unhe Tabarrukan Khate Hain Aur Dalne Wale Bhi Jante Hain Log 1-2 Patti Le Kar Khate Hain.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Nahi, Wo Dance Nahi Kehlayega, Kyun Ki Dance Aur Wajd Dono Me Farq Hota Hai, Lihaza Naat Sun Kar Jhoomna Ishq e Mustafa ﷺ Me Masroor Ho Kar Wajd Karna Dance nahi, Ise Dance Samajhne Wala Zaroor Koi Badmazhab Khayal Ka Banda Hoga.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Ahle Sunnat Almaroof Sunni Bareilvy Poori Duniya Me Hain Albatta Baz Mumalik Me Fiqhi Eitbar Se Alag Alag Log Maujood Hain Jaise Ki Sharai Waghaira Magar Hain Wo Sab Sunni Hi, Aur Jo Is Waqt Sunni Nahi Hai Wo Aur Unke Baap Dada Bhi Pehle Sunni Hi The Bad Me Wahabi Deobandi Mazhab Me Aaye.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Teddy Bear Jaise Khilone Ya Koi Aur Jandar Ki Misl Ghar Me Na Rakhe Jaye Na Sajaye Jaye, Ladkiyo Ko Sirf Gudiya Khelne Ko Di Jaye, Wo Bhi Khel Kar Rakhi Jaye Sajai Na Jaye.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Apni Sehat (Health) Ko Baqi Rakhne Ke Liye, Bimariyo Se Bachne Ke Liye Gym Karna Jaiz Hai Aur Agar Is Par Achchi Niyat Bhi Shamil Ho To Sawab Ki Ummid Bhi Hai, Maslan: Sehatmand Rahega To Ibadat Karega, Kamzoro Ki Madad Karega, Walidain Ki Khidmat Aur Ibadat Par Madad Hasil Karega, Waghaira Waghaira.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Majlis Yani Same Place Par Jan Kar Shehwat Ke Sath Dekhna Murad Hai.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
Digital Photo Par Agarche Ikhtilaf Hai Magar Dua Ke Liye Kehne Ke Liye Social Media Par Photo Share Ki Zaroorat Nahi Hoti. Lihaza Naam Ke Sath Dua Ki darkhwast Ki Ja Sakti Hai Warna Ghar Khandan Wale Khud Isal e Sawab Karen.
وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب
Agar Kisi Ko Chand Ki Tarikh Yaad Na Ho To Aaj Kal Uska Hisab Back Calendar Se Lagaya Ja Sakta Hai Yani English Date Me Us Waqt Kaun Sa Mahina Tha Ye Pata Kiya Ja Sakta Hai, To Waisa Hi Kare, Albatta Koi English Date Ke Hisab Se Paidaish Ki Khushi Manaye To Khilaf e Shara Usme Kuch Na Ho To Harj Nahi.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Pehen Sakte Hain.
والله تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب
Safed Balo Ka Kala Karwana Jaiz Nahi Hadis Me Sarkar ﷺ Ka Farman Hai Ki, "Akhri Zamane Me Ek Aisi Qaum Hogi Jo Kale Rang Ka Khizab Lagayegi Jo Kabootron Ke Seene Ki Tarah Bilkul Kala Hoga. Ye Log Jannat Ki Khushbu Bhi Nahi Payenge" Aur Farmaya: " Balo Ki Is Safedi Ko Kisi Rang Se Badal Dalo Aur Siyahi Se Bacho (Yani Balo Ko Kala Na Karo)"۔ Yani Kala Na Karo Chaho To Mehndi Laga Sakte Ho.
واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم
FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE
Ji Han, Agar Apki Milkiyat Me Hain To Use Zaya Kar Diya Jaye, Aur Agar Kisi Aur Ki Milkiyat Me Hain To Use Zaya Karne Ko Kaha Jaye.
وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب