Farmaan e Mustafa
Welcome Image
30-Safar (صَفَر) 1447 H. / Mon, 25.8.2025 2:26 am
بسم الله الرحمن الرحيم الصلوۃ والسلام علیک یارسول اللہ

Category: Zakat/Sadqat

Ji Han, Agar Uske Pas Zakat Dene Ke Liye Paisa Ya Koi Maal Nahi Hai To Udhar Le Kar Zakat Deni Hogi Warna Koi Saman Bech Kar.

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE

Ji Han, Shohar Biwi Ki Taraf Se Zakat Ada Kar Sakta Hai.

واللہ ورسولہ اعلم ، عزوجل وصلی اللہ تعالی علیہ وسلم

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Agar Is Sone Chandi Par Ek Saal Guzar Gaya Ho To Dono Ki Raqam Ko Jod Kar Zakat Deni Hogi, Zakat Ke Liye Cash Ka Hona Zaroori Nahi.

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE

Sahib e Nisab Hone Ki Surat Me Kul Mal Par Zakat Wajib Hoti Hai Chahe 1 Din Pehle Aye, Ye Qaida Sirf Pehli Bar Sahib e Nisab Hone Par Dekha Jata Hai Ki Saal Guzre Na Ki Har Maal Par.

وﷲ تعالٰی اعلم بالصواب وﷲ یرجع الیہ ماٰب

VIDEO ANSWER CLICK HERE

Biwi Ko Hamare Urf Me Jo Paisa Zewar Diya Jata Hai Wo Biwi Hi Ki Milkiyat Hota Hai, Agarche Saf Na Kaha Jata Ho, To Us Raqam Aur Zewar Par Biwi Ko Zakat Wajib Hai (Agar Aur Sharait Pai Jati Ho To). Albatta Agar Kisi Shohar Ne Koi Raqam Khas Kisi Kam Ya Kisi Aur Wajah Se Rakhne Ko Di Hai To Wo Biwi Ko Alag Se Wazeh Kare. 

وهُو تعالیٰ أعلمُ بالـصـواب

Displaying 31 - 35 of (35) records

Donate Us

If you like our work please support us by donating. We strive to run only HALAL ADVERTISEMENTS. Educated Person Knows, The Website Runs With Money.