Farmaan e Mustafa
Welcome Image
9-Muharram (محرّم) 1447 H. / Fri, 4.7.2025 8:03 pm
بسم الله الرحمن الرحيم الصلوۃ والسلام علیک یارسول اللہ

Category: Tarifaat [Definitions]

Wali Ke Dil Me Sote Ya Jaagte Me Koi Baat Ilqa Hoti Hai (Yani Dil Me Daali Jati Hai) Use Ilham Kehte Hain

Jo Shaitan Ki Taraf Se Kuffar Fujjat Ke Dil Me Daali Jaye

Wali Se Jo Baat Khilaf E Aadat Zaahir Ho Karamat Kehlati Hai

Aam Momin Se Jo Baat Khilaf E Aadat Saadir Ho

Be-Baak Fujjar Kuffar Se Jo Baat Unhi Ke Mawafiq Zaahir Ho

Be-Baak Fujjar Kuffar Se Jo Baat Unke Khilaf Zaahir Ho

Dunya Aur Akhirat Ke Darmiyan Ek Aur Aalam Hai Jise Barzakh Kaha Jata Hai

Sache Dil Se Un Sab Baato Ki Tasdeeq Karna Jo Zaruriat E Deen Se Hain

Isse Murad Deen Ke Wo Masail Hain Jise Har Khas Aur Aam Jaante Ho Jaise, Allah Ka Ek Hona, Nabi Ka Akhri Hona, Jannat Dozakh Firishte Ka Ilm

Allah Ki Zaat Ya Sifat Me Doosre Ko Sharif Karna Yani Kisi Ko Kisi Bhi Mamle Me Allah Ke Barabar Samajhna

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Kisi Ke Qol O Fel Ko Apne Upar Laazim E Sharai Janna Yani Ye Samjhna Ki Uska Kehna Aur Karna Hamare Liye Hujjat (Dalil) Hai

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Lughwi Matlab Andaza Lagana, Quran O Sunnat Ke Mutabiq Apni Samajh Se Koi Hukm Bayan Karna Jo Zaahiri Quran O Hadis Me Na Nazar Aaye.

FOR VIDEO ANSWER CLICK HERE 

Weh Etiqad Ya Amal Jo Huzoor Ke Zamana E Hayat Me Na Ho Bad Me Ijaad Huye

Weh Naya Kaam Jisse Koi Sunnat Chhot Jaye, Yani Sunnat Ko Khatam Karne Wala Mitane Wala 

Weh Naya Kaam Jisse Koi Wajib Chhot Jaye, Yani Wajib Ko Khatam Karne Wala Mitane Wala

Weh Naya Kaam Jo Shariat Me Mana Na Ho Aur Usko Aam Musalman Sawab Jaante Ho Ya Koi Shakhs Us Kaam Ho Achhi Niyat Se Kare

Har Weh Naya Kaam Jo Shariat Me Mana Na Ho Aur Bagair Kisi Niyat E Khair Ke Kiya Jaye (Aur Yahi Kaam Achhi Niyat Shamil Hone Se Mustahab Ban Jata Hai)

Weh Naya Kaam Jo Sharann Mana Na Ho Aur Uske Naa Karne Se Deen Me Harj Waqe Ho Jaise Quran Me Zer Zabar Lagana

Hazrat Abu Bakr, Hazrat Umar, Hazrat Usman, Hazrat Ali Aur 6 Mahine Ke Liye Hazrat Imam Hasan Ko

Hazrat Abu Bakr, Hazrat Umar, Hazrat Usman, Hazrat Ali Aur 6 Mahine Ke Liye Hazrat Imam Hasan. In Hazraat Ki Khilafat Ko

Displaying 121 - 141 of (141) records

Donate Us

If you like our work please support us by donating. We strive to run only HALAL ADVERTISEMENTS. Educated Person Knows, The Website Runs With Money.